Shadi Hemesha Apni Girl Friends Se Karn
Shadi Hemesha Apni Girl Friends Se Karni Chayye..
.
.
.
Kyun..??
.
.
.
Arrange Marrige Me Hamesha Kisi Or Ki G.Friends Se Shadi Karni Parti Hy.. ;->
by Pak101.com (few years ago!) / 940 views
Similar Jokes
Sardar:me zindagi bhar kbi shadi nai karun ga
aur
yahi mashwara apne bchun ko bi dun ga.
by Sabir shah (few years ago!)
Kia ap ne kbi ghadde ko palastic cover me lipty dekha hai
nai dekha
are apna i.d card kbi kbi dekh liya karo.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Sunder Si Ladki Doctor Ke Pass Gayi Aur Boli.
Ladki: “Dr Saab, Meri Skin Bahut Soft, Sensitive Hai Aur Rang Bahut Gora Hai, Sone Se Pehle Kya Laga Ke Soya Karu?”
Doctor Ne Kuch Socha Aur Bola: “Darwaje Ki Kundi“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to Santa: What is Number “Seven” , Even or Odd
Santa: Even
Teacher: How can you make seven even?
Santa:Remove the ‘S’!!
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gae ho
Husband: Tum bhi to kitni moti ho gai ho
Wife: Mai to maa banne wali hoon
Husband: Mai bhi to baap banne wala hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Film Director: Tum ko 200 feet ki height se swimming pool me jump lagana hai.
Film Actor: Par mere ko tairna nahi aata, mein doob jaunga.
Film Director: Chinta Mat Karo, pool me paani nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Qatil: Try karo ke umar qaid ho jaye maga saza-e-mot na hojay
.
Pathan Lawyer: Tum fikar mat karo
.
After Case
Qatil: Kya howa?
Pathan: Boht mushkil se umar qaid howi, warna adalat tu reha kar rahi thir
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Ladka- Ghire hue badlo me teri yad ati h,
Saawan k ane me teri yad ati h,
Baris ki bundo me teri yad ati h,
Ladki- Haan haan muje yad hai teri Chatri deni hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Baniya Marte Waqt
Baniya Marte Waqt…
Sunti Ho ?
Wife: Bolo, Mein Yahin Ho…
Aur Pappu aur Pinki?
Yes, Papa Hum Bhi Yahi Hai…
Baniya: Toh Paas Ke Kamre Ki Light Aur Fan Toh
Band Karke Aatey
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 choro saath mein bethay hotay hain...
1st one" yaar main itni garam chaye(tea) peeta hoon k jaisay hee ketlee say cup say nikalti hai mein peejata hoon"
2nd one" yeh konsi bari baat hai mein to ketlee mein he tyaar ker k ketlee mein hee peejata hoon
"3rd one" uhh.. yeh konsi bari baat hai main to moon(mouth) mein doodh, patee aur cheenee(sugar) daltaa hoon aur choolhay(gas burner) per beth jaata hoon..."
by hearthackervsgirls (few years ago!)