Chaand ki AAN ho Tum
Love Before Marriage:
Janu!!! Tum nahi to Main nahi,...
Main nahi to Tum nahi,,,
Love After Marriage:
Baighairtaa.... Aaj Tu nahi ya Main nahi...
by Pak101.com (few years ago!) / 1013 views
Similar Jokes
Kahte Hain Khubsoorat Chiz Dekhne Se Insaan Aur Zyada Khubsoorat Ho Jata Hai,
To
Tumhare Pass Meri Tasveer Hai, Ya Bheju.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: kal mera sher se saamna ho gaya Banta:
Phir kay hua
Santa: maine TV band kar di
Banta: Kyon vo to TV Main tha na
Santa: Ye to main samajhata hun, us jaanvar ko kya
pata TV h isase bahar nahi nikalte
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Farishte Qabar Mein PATHAN Ko Maar Rahy Thay...!!!
Woh Hans Raha Tha..
Farishton Ne Waja Puchi To Bola:
Hum Khudkash Hamle Mein Mara Tha..
Ye Sar Hamara Hai Aur Jism Kisi Aur Ka..
by Pak101.com (few years ago!)
Wife Raat Ko Bed Pe Sokar Boli:" Aaj kuch Aisa Karo K Mere Paseeney Chhut Jaaye...
.
.
.
.
.
.
Banta Utha Aur
Fan Band Karke So Gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
1985 me Guest Ghar aate hi:
Kia Haal Hai, Papa kaise hai, Bache theek hai?.
2010 Guests Ghar aate hi:
Patli pin wala charger hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Wife Agar Husband Ko Naukar Smajhe To Husband Ko Kya Karna Chaiye ?
Banta: Zayda Kuch Nahi
Do Char Ghar Aur Dekh Lene Chahiye
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar english k paper main fail ho gaya,
He did translation:
1.Main aam admi nahi hon
I?m not a mango man
2.Sarda or garma fruit hain.
Colda & hota r fruits
3.Mujhey bhi english ati hay
English comes 2 me also
4.do ro do chaar.
give and give four.
5.Mera taluk hari pur hazara se hay
I belong 2 green pur thousanda:)
by Mohammad Ali (few years ago!)
aik pathaan ki biwi ko pathaan par bohat pyaar ayaa
Wo boli aap lakhon main aik ho
pathaan ne aik zor se chapair mari aur bola baqi 999 kon hain
by Pak101.com (few years ago!)
Urdu ke liye 1 dabayye, English ke liye 2 dabayye.
.
.
.
.
.
.
.
Saala ye to Hindi bolne wale ke sath nainsafi hai..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Shohar: tmhari ami ki Mazak ki adat khatam nhi huwi na??
Biwi: q kia keh diya ami ne??/
.
.
.
Shohar: aaj mujh se pochtein rhe thei k mere bêti se shadi kar k khush tau ho na???
:D
:D
by WAQAR (few years ago!)