1 admi pathan ko marr raha tha
1 Aadmi Ek Pathan Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Poocha K Q Maar Rhey Ho?
Wo Bola
Sala 1 Ghantay Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kab Aaega
Muje Rashan Nai Mila.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 850 views
Similar Jokes
2 Lover APPLE Kha Rahe The
Ankho Me Ankhe Daal Ke!
Ladki Sharma K-Tum Itna Ghur Kyo Rahe Ho
Ladka- Thoda Thoda Kha 'BHUKI'
135 Rs. kilo hai..
by Pak101.com (few years ago!)
One person :-CA karne me kitna kharch aata hai
CA Student:-Paise to bahut kam kharch hote hai bhai, par JAWANI puri kharch ho jaati he
by Pak101.com (few years ago!)
Car chalaataa huaa Santa ko road mein "ACCIDENT ZONE" ka board dikhaa. isliye santa ne sochaa:
"Yeh log accident zone mein kyu road banaate hai?"
by Pak101.com (few years ago!)
ek kanjoos ladki shopkeeper se boli- aisa saboon do jo kam ghise aur nahane k bad chehre par laali la de..... shopkeeper naukar se bola memshab ko 1 eet ka tukda laa do.
by Pak101.com (few years ago!)
Jab Kutte Ki Maut Aati Hai...
.
To...
.
Kutta Mar Jata Hai
Aap Tension Mat Lo.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar was painting his room
.
Us ne Chat ko paint karkay
Diwaron par likha
"SAME AS ABOVE"
by Asim Raza (few years ago!)
Santa: bhaisaab, yahaa se mumbai kitna door hai?
Vyakti: 400 km.
Santa: baap re, mujhe aaj hi vaapas lautnaa hai.
mumbai se yahaa tak kitnaa door hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Yamraj ne ek ladke ki jaan le li. Chitragupt- is ko waqt se pehle kyon mara?
Yumraj: kya karun, march end mein target jo pura karna tha.
by Pak101.com (few years ago!)
college ka 1st day...:->
naughty boyzz- what's ur name baby???
Girl- mujhe sab DIDI bulate hain!
Boy- wow!! what a coincident.....mujhe sab JEEJAJI bulate hain..:)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar Santa kahain jaa raha ki ek diwar par padha
"Padhne wala Gadha"
Santa ko bohat ghussa aya, usne mita kar likh diya!
"Likhne wala Gadha"
by Pak101.com (few years ago!)