Main england jaane ke baare mein soch rahaa hoon.
Santa: main england jaane ke baare mein soch rahaa hoon.
Banta: bahut paise kharch hoga na.
Santa: nahi banta, sochne ke liye paise kyu?
by Pak101.com (few years ago!) / 1069 views
Similar Jokes
Pappu Aur Uska Dost Golu Ek Shadi Mein Gaye,
To Golu Ke Man Mein Ek Sawal Aya Aur Usne Pappu Se Puchha
Golu: “Yaar Pappu, Shadi Mein Dulhan Ko Ghunghat Mein Kyu Rakha Jata Hai?”
Pappu Ne Kuch Der Socha Aur Jawab Diya
Pappu: “Taki Kisi Ke Muh Se Ye Na Nikal Jaaye, Abe Ye To Meri Wali Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan gehri soch me tha
bv:kia soch rahe ho?
Pathan:ye geo news walun ko kaise pta chalta hai k ap dekh rahe ho geo news
by Sabir shah (few years ago!)
Santa was writing something very slowly.
Banta asked: "Why are you writing so slowly?"
Santa: "I'm writing to my 6 yr old son, he can't read very fast."
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar suna hai teri BV bhag gai? Tera kya kehna hy?
.
.
.
.
Banta: Bs yaar kya kahon
"Kabi Khushi Kabhi Gham"
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Wo Kon si Cheez Hai Jo Insaan Ki Izzat Ko Mazbooti Se Jakhre Rakhti Hai?
Student: MISS, SHALWAR KA NARRA
by tanveer hussain (few years ago!)
Faqeer phone pay: Hello pizza hut? Awaaz aaye: Yes!
Faqeer: 2 large pizza aur 1 coke bhej do.
Awaaz aaye: Kiss kay naam pay? Faqeer: Allah kay naam pay baba.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Memon:
Ye Kela Kaise Dia??
Keley Wala: 1rs
Memon: 60 Paisa Ka Deta Hai??
Kele Wala: 60 Paise Mein To Sirf Chilka Milega.
Memon: Le 40 Paise, Chilka Rakh Aur Kela De..
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Park Me Romance Karte Ho, Bacho pe kya
Asar Parega?
Aadmi: Hum dono Married Hain
Police: To Ghar Me Karo
Aadmi: Tab Iske Husband Par Kya Asar Parega?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Baar Ek Pathan Amrood Bech Raha Tha.
Ek Aadmi Aaya Aur Bola: “Agar Amrud Mein Se Keeda Nikla To?”
Pathan: “To Saaf Baat Hai, Hum Keede Ke Alag Se Paise Lega“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baat hamesa yaad
rakhna..
2 cheeje kismat walo ko milti Hai..
.
1) Samose ke sath extra chatni...
Aur
2) without boyfriend wali acchi
by Tanveer Hussain (few years ago!)