Ek aalsi se uske dost ne
Ek aalsi se uske dost ne kaha:-suna hai tum faoj main bharti hone ja rahe ho.
Aalsi Dost:-are nahin,mujhe to ye bhi nahin pata ki badook ka muh kidhar karna hai?
Pehla dost:-koi baat nahin, kahin bhi rakhoge, desh ka bhala hi hoga.
by Pak101.com (few years ago!) / 1087 views
Similar Jokes
Tofani barish!
Adhi raat!
Admi Pizza Hut pe pizza lene aya.
Waitr: Ap married ho?
Admi:Kameny to kya aise tufan mæ koi Maa apne betay ko pizza lene bheje gi?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik nan'na school se ghar aya to ammi se kaha”ammi bhook se pate main dard ho raha hay”. Is ki ammi ne jaldi se khana lagya or kaha”zahir hay pate main kuch ho ga nahi to dard to ho ga” Shaam ko bacha jab homework kar raha tha to bara bhai andar aya or kehne laga”ke ammi sir main bohot dard hay”nan'ne ne foran kaha zahir hay jab sir main kuch ho ga nahi to sir main dard to ho ga.”
by Abdul Basit (few years ago!)
1 boy ki G.Frnd ny usy lettr likha, mujse milny 1 lrka aya hy,tumsy kahin acha hy,mei us se shadi karungi meri pic wapis bijhwa do
larky ny apne sary doston ki G.F ki 30 pics jama ki,drmyan me uski pic rkh k lettr likha,
lo,in mei sy nikal lo,me tmhari shakal bhool gya hn!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: You know, our son got his brain from me.
Wife: You are right, I still got mine with me!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Agar Operation Se Mujhe Kuch Ho Jaye To
Ussi Doctor Se Shadi Kar Lena
Biwi: Aisay Kyun Keh Rahay Ho?
Sardar: To Kaya Doctor Ko Muaf Kar Doon?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Marasi five star hotel k
washroom gya jb wapis aya to
sweeper ne 65 rupey mang liye
marasi:
(‘:’) mola khush rakhy ki gal
<) ) Lotey vich
/ / 7,up c ?:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa- yar tere our bhabhi ki jodi to Ram-Sita ki jodi hai.
Banta- kahan yar, na to yeh dharti me samati hai our, na he ise koi utha k le jata he..
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor : App Ka Aur Aapki Biwi Ka Blood Group Ek Hi Hai?
Sardaar :Hoga Zarur Hoga
25 Saalse Mera Khoon Jo Pee Rahi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Sadaron Kee Char Tangein
Hoti To Kya Hota?
Its Simple
Phir Un Mein Aur Bandron Mein
Ziada Farq Naheen Rahey Gha”
by Pak101.com (few years ago!)
().(),
/@ / "^----;";*
\,,/" /toyota \
/,,/\,\ /,,/\,\
Petrol bohat mehnga hai
Is liye aapke aane jane k liye pesh hai
"KHOTA COROLLA"
Model 2010
petrol ka dushman
Jub tak dil kray chalaty raho,
5:Years maintances free
Insured and
sponsered by
Jahan khwab wahan..
HBL.
by Abdul Sami (few years ago!)