Modern world-Ek aadmi ka
Modern world-Ek aadmi ka Ye Sun Kar Heart fail Ho Gaya Jab uski Kaam Waali Baai Ne Kaha, Sahab!Orkut Pe Mujhe Bhi Add Karlo;-)
by Pak101.com (few years ago!) / 976 views
Similar Jokes
Employee:
Boss aap shadi shuda mardon ko hi noukri q daitay hain????????
Boss:
Q kay unhain pehlay hi say Gaalian khanay ki aadat hoti hai………….=
by Pak101.com (few years ago!)
Khayber Pakhton Khuwa Ki Manzori K Baad
Pathan Bhayon Ka Aik Aur Mutalba,,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
“Nuswar Ko Qomi Phal Karar Dia Jaey”
by Pak101.com (few years ago!)
Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole toh gandhi ji kapde kyu nahi pehantay thay?
Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us time ke Salmaan Khan thay!!!
by Pak101.com (few years ago!)
America-Mobile Hamari Khoj Hai.
China-Sim Card Hamari Khoj Hai.
Japan-Sms Hamari Khoj Hai.
Koriya-Blootuth Hamari Khoj Hai.
INDIA-MISS CALL HAMARI KHOJ Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Student: miss I love you ka matlab btaian
Miss: mian apse buhat payar kerti hun
Student: miss ap se zra si bat kya ker li, ap to free hi hone lag pri
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Doctor Ki Nurse Se Ho Shadi Hogai
Dost Ne Doctor Se Poocha:
Suna Yar, Kesi Life Chal Rahi Hai?
Doctor:
Yar Kya Kahoon Jab Tak Sister Na Kaho Sunti Hi Nahi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
ek aadmi Apni Wife Ke Saath Dinner Ke Liye
Restaurant Mein Jata Hai.
Dinner Kerne Ke Baad Waiter Aata Hai.
Waiter: “Aapka Bill Sir”
Aadmi: “Yeh Lo Mera Card”
Waiter: “But Sir, Yeh Nahi Chalega, Ye Toh Ration
Card Hai”
Aadmi: “Toh Phir Bahaar Kya Majaak Mein Likha Hai
All Cards Are Accepted.”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bahut Hi Pataka Madam College Mein Bachho Ko Samjha Rahi Thi
Madam: “Sachhe Dil Se Maangi Cheej Jaroor Milti Hai”
Pappu Ye Sun Kar Huste Hue
Bola: “Mam, Agar Aisa Hota To Ab Tak Aap Class Ke 30 Bachho Ke Sath Na Jane Kitni Bar Suhagrat Mana Chuki Hoti“
by Pak101.com (few years ago!)
One day one boy and girl came late to school.
Teacher Asked Girl why were they late,
Girl: Sir i lost my 1 rupee coin on the way while i was coming to school, i searched for that for that i got late.
Teacher asked the boy why were u late,
Boy replied:i was standing on that coin to hide.
by Pak101.com (few years ago!)
GIRL : Suna he is ghar me Bhoot Pret rehte H
GOLU: Pata nahi Mainto 7 saal pehle mar gaya tha
MORAL :
GOLU ko marne k baad bhi akal nahi aayi
by Pak101.com (few years ago!)