Meri bakri ne anda diya H
GOLU to MOLU-Meri bakri ne anda diya H
GOLU-Bakri kaise anda de sakti he
M-Abe gadhe Maine APNI murgi ka nam bakri rakha h
by Pak101.com (few years ago!) / 1214 views
Similar Jokes
Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…
“Sahebji, sahebji kutte’ji’ ne murgi’ji’ ko pakar liya hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : I am a proud man, my son is in medical college. Banta : Really, what is he studying. Santa : No, he is not studying. They are studying him.
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Teacher to pathan:
batao Pakistan ka jhanda sub se pehle kahan lehraya gya?
Pathan boht dair sochnay k bad bola:
Hawa mei….
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Makan Malik : Rs 700 kiraya hoga.
Kirayedar : Thik hai. Lekin aapke makan me chuhey
nach rahe hai.
Malik : To saale 700 me kya Sheela nachegi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Chuhe Ne Poora Suit Kutar Kar Kha Liya,
Phir Bhi Bhukh Se Mar Gaya, Batao Kyu?
Kyun Ki Wo Suit Mallika Sherawat Ka Tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Miss: Aj tum late kyu Aaye?
School 8 baje Shuru hota hai phir dair Q ki?
Bcha: Miss Aap b na bs…
Meri
itni fikar mat kiya karen log shak karte hain..
by haleema sadia (few years ago!)
NURSE: Mubarak ho! Is waqat 2 baj rahy hen or Aap B 2 bacho k baap ban gaye ha.
Pathan: Shukar hai Hum 12 baje ni Aae.
ap pogo lagao
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan ki Maa pathan se ;
"Uth jao dekho Sooraj kab ka
nikal aaya hai".
.
.
.
.
Pathan : "To kiya hua,
Wo sota bhi to Maghrib se pehlay hai...:-)"
GOOD MORNING
by @irha@ (few years ago!)
Santa Ne Nayi Car Li Aur Sadak Pe Leke Ghumne
Nikal Pada.
Raste Mein Ek Jagah Checking Ho Rahi Thhi, Ek
Police Wale Ne Usko Rok Liya.
Santa Ne Gadi Side Pe Laga Li, Inspector Aaya Aur
Saanta Se Pucha.
Inspector: “Car Gas Par Hai?”
Santa: “Nahi Ji”
Inspector: “Petrol Par Hai?”
Santa: “Nahi”
Inspector: “To Diesel Par Hogi?”
Santa: “Ji Vo Bhi Nahi”
Inspector Hairan Ho Gaya Aur Bola: “Abe Phir Kis
Par Hai?”
Santa Bholepan Se: “Ji Installment Par Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa- arz kiya hai........
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi,
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi,
Maine usko itne khat likhe ki
... ..
..
..
..
woh postman ke saath bhag
gayi..
by Pak101.com (few years ago!)