Judg saab,mujhe TALAAQ
Santa:Judg saab,mujhe TALAAQ chahiye,meri biwi ne 1saal se mujhse baat nahi ki
Judge:1bar phir sochle beta,aisi biwi nasib walon ko milti hE
by Pak101.com (few years ago!) / 943 views
Similar Jokes
Phone par ziyada dair bat karne se dimagh aur shakal par bahut bura asar parta hai.
Dimagh nakara aur shakal manhos ho jati hai
example:altaf hussain
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar ko bar bar "I love you" ka msg araha tha
.
Dost ne pocha: Khair hai? Aaj tu boht "I love you" ke msgs arahe hain !
.
Sardar: O jee aaj mai galti se BEWI ka mobile laya hon eslie
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Miss:Tum Late kiyon Aaye,
school 8 baje shuru Hota Hai.
Phir dair kiyon ki?
Student:Miss aap meri itni Fikar
mat kiya karo Dost SHAK karte hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Usko paane ke liye mein bhagvaan se bhi lad leta!.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
par phir maine socha,
.
.
.
.
.
Exams ka time hai!
Bhagvaan se panga thik nahi!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
According to a recent government publication ...
A billion seconds ago Harry Truman was president.
A billion minutes ago was just after the time of Christ.
A billion hours ago man had not yet walked on earth.
A billion dollars ago was late yesterday at the U.S. Treasury.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ny 15 rupy b.v ka sdqa utara
or us mn 85 rupy dal k 100 wala card load krwa lia
B.v ye kya kia?
Pathan: balance mery pas aa gya or sdqa Zardari Ko chla gya
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan;
Amma kya Tum Ne Hum ko Paida Hone Se Pehle Dekha Tha?
Amma: Nahi To
Pathan:
To Phir Paida Hone k Baad Hum ko Pehchana kaise k Me Gul Khan hun.
by Pak101.com (few years ago!)
TTE Asked To Sardar : Ticket Dikhao
Santa : Ye Lo Dekho
TTE : Ye To Purani Hai
Santa : To Ye Train Bhi Kaunsi Nayi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse – “Mubarak ho.. Sardar ji.. tusse papa ban gaye..” Sardarji – ” Meri wife ko nahi bolna.. main usey SURPRISE doonga..!”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek ladki apne Sardar boyfriend ko apni mami se milati hai.
Mami: oh, to tum hamare jamai banna chahte ho?
Funny Sardar: Aapka jamai ban ne ki to koi chahat nahi, par kya karun aapki beti se shaadi karne ka yahi ek raasta hai.
by Pak101.com (few years ago!)