santa jee Aap k gurday fail hogaye hain

Docter :
santa jee Aap k gurday fail hogaye hain !

Santa : Ha Ha Ha
What a joke..

Mere gurday to kabhi school gaye hi nahi.

by Pak101.com (few years ago!) / 1081 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

How Did You Write Your Exam?

Parent: How Did You Write Your Exam?

Son: They have Given the Questions Which I don't Know.

So I Wrote Answers Which They don't Know! :-)

by Pak101.com (few years ago!)
Ashqi Wala Sher Sunao

Master G Apne Student Se: Koi Ashqi Wala Sher Sunao.

Student:
Mota Marta Moti pe, Bhukha Marta Roti pe,

Master G Ki 2 Betiyan, Main Marta Choti pe.

by Pak101.com (few years ago!)
1 Molvi Sahab Ka Tota

1 Molvi Sahab Ka Tota (Parrot)
Daily 1 Shakhs Ko Ye Kehta Tha K : “O Beghairat”

Us Shakhs Ne Molvi Se Shikayat Ki Molvi Ne Totey Ko Danta

Agley Din Jab Wo Shaks
Qarib Se Guzra To Tota Kuch Na Bola Thora Aagey Ja K Us Ne Peeche Mur K Dekha
To Tota Hanste Huwe Bola:
“Samaj To Tu Gaya Hoga”…

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Khopri ka Istamal

Sardar ka sir phat gya.
Dr.:- Ye kaise hua.?
Sardar:- Main chappal se pathar tod raha tha. Mujhe 1 aadmi ne bola "Kabhi khopdi" ka istemal bhi kar liya kar.

by Asim Raza (few years ago!)
CROSS THE ROAD... TURKEY

Q: Why did the turkey cross the road?
A: Because he wasn't a chicken.

by khalid hussain (few years ago!)
Kisi unknown number se Pathan ko sms mila

Kisi unknown number se Pathan ko sms mila:
"Agar tum zaheen ho to Rs.200 ka balance bhejo, aur agar hoshiyar ho to Rs.300 ka balance bhejo."
Pathan ne us number par Rs.500 ka balance bheja aur likha:
"Hum zaheen bhi hai aur hoshiyar bhi,ainda hum ko challenge na karna!"

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladki perpose kerni ke sab se safe jegha

Snta-Ladki ko prapose karne ki sabse safe jagah
konsi he?
Bnta-Mandir
S-Mandir kyu?
B-Qki waha ladkiyo k pairo me CHAPPAL nai hoti..

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jis Ghar mein KUTTA hota hai

Jis Ghar mein KUTTA hota hai wahan FARISHTAY nai aate.

Ye MULK hamra ghar hai…

baqi ap samajhdar hain..

Sakhti bhot hai warna tafseel se batay ;)

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Fakir To Santa

Fakir To Santa: Aapke padosi ne pet bhar k khana khilaya he, Aap b kuch khilao.

Santa: Yeh lo HAJMOLA..

by Pak101.com (few years ago!)
Intelligent Sardar

Intelligent Sardar
All Scientists Fail 2 Answer This
But Sardar Rocks
Q:-Which Liquid Thng Turns Solid On Heating?
?
?
Ans:- BESAN K PAKORAY.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Jo Ander Aane K Liye

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Itne dino se tum apne premi ..

SARDAR AAJ MAINE PAANI KO UL..

A Girl Was sitting on a park

Mene To Majak Mein Bola Tha

Interesting Joke

Ek Student Dusre Se:

Gangster’s son failed his ex..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook