I like that girl
Boy: I like that girl. His friend: she has a boy friend. Boy: look. A goal post always has a goalkeeper, but that doesn't mean you can't score goals.
by Pak101.com (few years ago!) / 1031 views
Similar Jokes
Sardar ko sapney mein ik ladki ne chappal maari,
2 din tk sardar apney bank nahii gayaa,
Qnky bank mein likha thaa..
“hum aapkey sapney ko hakikat mein badaltey hain” :-P
Waaa Oye Sardar
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Chintoo : Aaj maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka. Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by Pak101.com (few years ago!)
,"Pathan Apni Girlfrnd Se
Mere Dil Main Ek Bat Hai
Girl
Keh Do.
Pathan
Ni Mjhy Sharam Aati Hai.
Girl
Kaho Na
Pathan
.
.
.
.
.
Tumhre Pas Naswar Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Apne Sharabi Dost Ko Raat K Waqt
Ghar Le Ja Rha Tha-
Raste Me Ek Pul Se Guzarte Hue
Sharabi Ne Darya Me Chand Ka Aks Dekh Kar
Apne Dost Se Pocha,
"Yeh Kia Hai"??
Pathan:
Yeh Chand Hai.
Dost:
Hayen..!! To Kia Main Itna Ooper Aa Gaya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
GF to Pappu: Titanic dekh kar kya seekha ?
.
.
.
.
.
.
.
.
Pappu: Sikha kuch nahi,
abhi tak soch ra hu
ki
aise mast mauke par bhi koi
painting
kaise kar sakta hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Kanjoos Aadmi ek hotel mai enter hua..
Waiter: janab kia chahiye.?
Kanjoos: Mai Subah yahan naashta kar ke gaya tha,
kuch bach gaya tha, Wohi le aao
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan; Ham 25 Bhen Bhai Hain,
Girl; Keya Tumahre Ghar
Family Planing Wale Nahi Aye.?
Pathan; Aya Tha Madarsa Samajh K Wapas Chala Gaya…
by Pak101.com (few years ago!)
Duniya buri ho sakti hai aap nhi
Duniya bewafa ho sakti hai aap nhi
Duniya zalim ho sakti hai aap nhi
aur
aur
aur
Kuttay ki dum sedhi ho sakti hai ap
ke nhi..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl: "I'm Breaking Up With You."
Boy: "Ok, Can I Get A Last Hug?"
*Girl Hugs Boy*
Girl: "Wait, Are You Covered In Glue?"
Boy: "Yeah.":)
by Usama (few years ago!)
Aaj apni Muhabat ko naya morr dia us ne,
Mere liye baalon ko khula chorr dia us ne!
Pehly hansta tha main monh khol k,
Ab to Aagy wala hi daant torr dia us ne!
Us ne sargoshi ka kaha mai betaab ho gya,
Kaan paas kiya to marorr diya us ne!
Sardian aain to laya malty mehbub k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichor dia us ne!
Bewafai ki had b dikha di ik din us ne zalim,
Milny ghr gya to pechay kutta chor dia us ne:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)