ek sacha dost khta hai
Ek acha dost hospital me phool dekar khta hai.
Get well soon.
:.
.
.
:
Par ek sacha dost khta hai.
"jani nurse bahut beutiful hai dhire-dhire thik hona roz aata rahunga :P
by Daniyal Ali (few years ago!) / 998 views
Similar Jokes
Banta sent sms to Santa: Bhejne wala mahan,
padhne wala gadha.
Santa got angry and replied: Bhejne wala gadha,
padhne wala mahan.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Most Romantic physics shayari...
FOCUS mein aayi woh pehli bar,
Ishq ka FORCE laga dil pe yaar,
Aisi woh sundar ki raha na jaye. .
MIRROR IMAGE hi sahi, ek baar toh dikh jaye..
Pyar CURRENT sa dil mein behne laga..
Main uske MAGNETIC FIELD mein rehne laga.. Uske bhaiyon ne dekha toh aisa toda..
ZERO POTENTIAL kar k chhora..
Dua hai meri usse kavi COLLISION ho jaye..
Aisa TORQUE lage usse ki woh UNSTABLE EQUILIBRIUM ho jaye...
Pyar ka SHOCK usse bhi lag jaye..
HIGH KINETIC ENERGY se woh mere galey lag jaye..
Warna URANIUM NUCLEAS sa toot jaunga..
FREE FALLING body sa chhat se kudh jaunga....,., !!
by Pak101.com (few years ago!)
Airhostess: Sir ap kia lain gy?
pathan: Milk badam, kheer,pakora, tandori chicken wid naan & niswar
Airhostess: Sir tusi jahaaz ty aaye ho apny peo dy viaah ty nhe
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wo kon c bekaar cheez hai jo kapre k andar hai?
Socho
nai pata
o maa sadqe wo tum ap hi to ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Ladki Ne Ghar Se bhaag K Shadi Ki..
5 din baad Wo Rote Hue Lauti
.
.
Dad: Ab Kyun aayi Ho ??
.
.
.
.
Ladki: Papa Wo BMW ka driver Nikla,
Iphone bhi China Wala Tha…
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa :I Spoke 2 Sania Mirza
Yesterday On D Phone!
Banta :Dats Great!
What Did She Say?
Santa :Just
Wrong Number!
by Pak101.com (few years ago!)
WelCome to
"SACH KA SAMNA"
Jawab sirf
HAAnN
ya
NA
me dena he
Aapke Liye Pehla Sawal
.
.
.
Kya Apke gharwale jante Hain k aap pagal ho?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Mental Hospital Mein Saare Pagal Ro Rahe The.
Ek Pagal Chup-Chap So Raha Tha.
Doctor Ne Puchha: “Tum Kyun Shanti Se Soye Ho?”
Pagal: “Main Mar Chuka Hoon, Isliye To Sab Ro Rahe Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Bijli kahan se ati hai??
Student: Mairy mamo ke ghar se
Teacher: Wo kaisy?
Student: Jab bhi bijli jati hai, mairy papa kahty hain, "Saalon ne phir bijli band kardi"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Husband aur wife may jagra howa to wife nay apni maa ko phone kia ami mayra un say jagra howa hai may 3,4 month k liay aap k gar a rahe hoo
Maa boli jagra us kambakht nay kia hai saza b us ko milni chahiay tu wahe tehar may arahe hoo 5,6 months k liay
by tanveer hussain (few years ago!)