Aman class mein ek gadha
Aman class mein ek gadha
le kar aaya.
Teacher : Iss ko q laye ho?
Aman,”Teacher aap ne hi toh kaha
tha,” “ki aap ne kai gadhon ko
Insan banaya hai,”
Ab Banao...!
by Pak101.com (few years ago!) / 1229 views
Similar Jokes
Har 1 Kamyab Admi k peechay 1 Aurat hoti hai . .
Jo ussay itna tang karti hai K . Wo ghar jana chor daeta hai aur
dukhi ho kar apnay kaam mein itna busy ho jata hai k. .
Kamyabi khud uss k kadam chumti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Tumhari Car Ka Tyre Kaise Puncture Huwa?
Banta: Ik Daaru Ki Bottle Iske Neeche Aagayi Thi.
Santa:Tumhain Bottle Nazar Nahi Aayi?
Banta: Bottle Us Bande Ki
Jaib Mein Thi Jo Meri Car Ke Neeche Aaya Tha… ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Boy friend to his Girl friend:
"darling mere kaan main kuch garam sa
kuch naram sa, kuch namkin sa
kuch mitha sa kaho na"
Girl friend sharmate hue: " HALWA PORI"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jab koi ladki ghar se bhag jane ki dhamki de...
to uske maa bap ko kya krna chahiye???
.
.
.
.
.
No idea???
.
.
.
.
.
I got !dea
use ganja kar ke bitha do 5-6 month tak bhagne ka
naAm nAi legi takli.
by Pak101.com (few years ago!)
Miss:
Aaj Tum Late Kyun Aaye?
School 7 Baje Shuru Hota Hai Phir Dair Kyun Ki?
Kid:
Miss Aap Meri Itni Fikar Mat Kiya Karen Log Shak Karte Hain...:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Beta: Papa, aap engineer kaise bane?
Santa: uske liye bahut dimaag ka zaroorat padta hai.
Beta: haa pata hai, isiliye mujhe samajh mein nahi aa rahaa hai ke aap kaise engineer bane?
by Pak101.com (few years ago!)
Billu: WHAT IS LOVE?Tillu: JAB GIRLFRIEND PAADE AUR USKI BADBOO BHI TUJHE GULAB KI KHUSHBOO KI TARAH LAGE.Tab Samajhna Tujhe Sachcha Pyar Ho Gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa pland land hote hi chillane laga “Bangalore
aaya Bangalore aaya. Balle Balle”
Air Hostess : Hello sir, B silent.
Santa : “Ok, anglore aaya anglore aaya. Alle Alle”
by Pak101.com (few years ago!)
Son: Dad, what is an idiot? Dad: An idiot is a person who tries to explain his ideas in such a strange and long way that another person who is listening to him can't understand him. Do you understand me? Son: No.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher-"Aise koi 5 animal ke naam batao jo pani me rahte hai.."
Student:-"Fish,
Fish ki Mummy,
Fish ke Papa,
Fish ka bhai,
Fish ki Sister..."
by Pak101.com (few years ago!)