TEACHER to GOLU
TEACHER to GOLU:Tumhare Papa kya karte hai?
GOLU-Jo meri MUMMY kehti hai wo..
by Pak101.com (few years ago!) / 1036 views
Similar Jokes
DAD apko pata chale ki me 1st division pas hua to apko kesa lgega
DAD -me to
KHUSI SE PAGAL ho jaunga
KID -Bus isi DAR se me FAIL hogya
by Pak101.com (few years ago!)
BF : baby ONE minute widout u is
like......
...
.
.
..
.
.
.
.
.
.
GF : Awwwwwwww.... ? ?
.
.
.
.
.
.
.
.
BF : 60 secs yaar... harrr baat mein
kya AWWWW ? :D xD
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Munna : Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai.
Circuit : Aey Bhai!!! aap to khud doctor ho.
Munna : Bolay to meri fees bahut zyada hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Shohar(ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan's Interview For
New Job..
.
Interviewer: What Did
U Do B4 ..
Pathan: I Was In Army.
Interviewer: How Long
Were U In Army..
Pathan: 5 Foot 10 Inch :-)
Hahhaha
by Pak101.com (few years ago!)
10 saal ka ladka:- 1 kingfisher Beer dena. Dukandar:- Is umr me Beer pine lage.?
Boy:-Nhi, Ye chhote bhai k liye h. Mere liye 1 Royal Stag ka Quater de.
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU-Doc. Mujhe aisa lagta hai jaise mere kaan me koi Gunguna Rahe Hai
Doc.-Aisa Kab Lagta Hai?
GOLU-Jb mai kaan me headphone laga ke song sunta hu
by Pak101.com (few years ago!)
Ak dm Bus Ke Break lagee Ak pathan larkee par jaa giraa larke ne kha kya kr rhey hu.
Pathan:Allama Iqbal Open University se B.A
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
PTHAN 1 “Mazar” pe Bomb Rakhte Huay Pakra Gya
Logo Ne bohat Maara 0r Pucha æsa Q kia.?
PTHAN ko Kuch Samaj Na aaya To Bola:”Mene Bomb Rakhne ki Mannat Mani thi
by Pak101.com (few years ago!)
2 Logon ka Aap Kuch Nahi Bigaar Saktay
1. Jo Moo per Jhoot bolay…
.
2. Jo Darya K Us Paar Khara Ho Kar Aapko Mun Chirraye.
by Pak101.com (few years ago!)