Master To Pinku
Master to pinku - beta agar do mein se do gye to
kitne
rhe? Pinku- samjh mein nhi aya
master g. Master-beta tumare pas
2roti hai, tumne 2 roti khali, tumare pas kya bacha? Pinku-sabji.
by Pak101.com (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
Friend1: Are yaar ye mobile to mujhe kangaal kar dega.
Friend2: Kyu?
Friend1: Baar baar dikhaata hai Battery Low
ab tak 56 battery badal chuka hoon!
by Pak101.com (few years ago!)
God Created Millions Of Faces With Different Looks..
But When He Reached China, He Was Exhausted.
Then He Started
Ctrl C, Ctrl V, Ctrl C, Ctrl V
by Pak101.com (few years ago!)
Mere 50 Rs Wapas Dedo
Sante ek sadhu se mila.
Sadhu:Kuchh daan karo bachcha.
Santa ne 50 Rs. de dia
SADHU Khush ho ke:Mang beta, kya chahiye?
Santa:Baba, mere 50 Rs wapas dedo
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: waiter, ek coffee laana. kitna hai? Waiter: 50 Rs.
Santa: saamnewaali dukhaan main to 50 ps hai
Waiter: woh xerox dukhaan hai sir
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…
“sahebji sahebji kutteji ne murgiji ko pakar liya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa kadi chawal kha rha tha , ek makhi us par
baithne ki koshish kar rahi thi, ye dekh santa bola-
hat hat ye woh nhi hai jo tu samajh rahi hai....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
In A Party
Wife To Waiter: Where has the beautiful girl gone who was serving drinks?
Waiter: Why, you want a drink madam, I will arrange for you….
Wife: No, Actually I am searching my husband.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya
Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai?
Biwi:
Apney Husband Ki Cheque Book...
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek Baar Parents Apne Bete Ke Admission Ke Kiye Engineering college Jaate Hain,Aur Gate Ke Bahar Gaurd se Poochte Hain Ki Engineering College Kaisa Hain.Aur Placement Ki Kya Report Hai. Gaurd : Sir 100 Percent Placement Hain,Hamne Bhi engineering Yahi Se Ki Thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy-Mujhe Acchi Ladki Dila Do..!
GOD-Tu Muslim He To KATRINA..
Hindu He To BIPASHA..
Christain He To GENELIYA..
Bol...Tera Naam?
Boy-Abdul Rambhau Disouza!
by Pak101.com (few years ago!)