1baar Snta paise jama krne Bank g
1baar Snta paise jama krne Bank gya
Officr-Ye note fata h dusra do
Snta-Me apne A/c me jama kr rha hu,fata karu ya Nya Tuje kya matlab h bey?...
by Pak101.com (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Aik din mula naseer uddin ne chaha kAkhroot toor kar khaein
Onhoon ne akhroot par pathar mara Tu woh uchal kar ghaib ho geya
Mula muskura kar bole Har cheezMaut se Bhagti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Judge ( chor se ) : tum pandharvin baar adalat mein aaye ho is liye tum par pachaas hazaar rupay jurmana aed kya jata hai.
chor ( haath bandh kar ) : huzoor! baqaida anay walay gahak ke sath kuch to riayat honi chahiye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Snta K Tange Nili Ho Gyi,
Dr: Zeher h Katni Padegi.
Tang Kat Kr nakli Laga Di.
2Din Bad, Nakli Tange B Nili Pad Gyi.
Dr: Ab Bimari Smjh Ayi JEANS Rang chorti h.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Shaks K.E.S.C Office Fone Kr K Bola:
Janab Light Band Kr Do
K.E.S.C Wala: Hiran Ho Kar Q Sir?
Man: Wo Yara Hmaray Dimagh Me
1 Naya Gali Aya Hai
Wo Tumko Dena Hy.
by Hina Tariq (few years ago!)
1Sardar aur Pathan ko 1000 rupee road per gire mile to sardar kehta ke 50-50 karte hain to Pathan bola baqi 900 ka kiya karen ge!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Bhai Jail Ko Urdu Mei Hawalaat Q Kehty Hen?
Pathan:
Q K Jail Mei Khany Ko Sirf
‘Hawa’
Or
‘Laat’
Hi Milti He
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ky duno kaan jal gaye thay
Doctor: Sardar Ji Apky kaan kaise jal gaye?
Sardar: O jee, mai kapray Estri ka raha tha, ke ki Call agayi, mai jaldi mai Phone ki Jagah Estri Kaan ko laga li
Doctor: Dosra kaan kaisy jal gia?
Sardar: Phir Ambulance ko bhi call karni thi na!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ik Young Beautiful Girl ne ik Rich old-man se shaadi kar ki.
Interviewer asks Cute Girl: Apne inme shaadi k liye kya dekha?
Cute Girl: Ik to inki income aur doosre inke Din-kam.
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife bathroom se naha ke nikli to Santa use ghur
raha tha!
Wife romantic hokar:
Kuch karne ka irada hai kya?
Santa 2 thappad maar ke bola:
Mere garm pani se kyu nahay
by Tanveer Hussain (few years ago!)