Banta ek sadhu se bola:
Banta ek sadhu se bola: Baba, meri biwi bahut pareshan karti hai, koi upay batao.
Sadhu: Beta, upaay hota to main sadhu kyun banta?
by Pak101.com (few years ago!) / 1150 views
Similar Jokes
Santa: police ne tumhe kyu arrest kiya?
Banta: maine purse se paise nikhaal ke kharchaa kar diyaa thaa
Santa: baap re!! is liye bhi arrest karte hai kya?
Banta: purse kisi aur kaa thaa yaar
by Pak101.com (few years ago!)
Kash Pyar ka Insurance Hojata
Pyar Karne se Pehle Premium Bharwaya Jata
Pyar Main Wafa Milito Thik
Warna Bewafa ope Jo Kharcha Hota Uska Claim To Miljta!
by Pak101.com (few years ago!)
A Sad girl was sitting with her husband
Husband: U r d second most beautiful girl, I’ve ever seen.
Girl: Who’s the first?
Husband: It’s YOU When u sM¡le.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Molvi Bus Main Ja Raha Tha
Samney Bethi Ek Aurat
Apny Bety Ko Bar Bar Ye Hi Bol Rahi Thi:
Beta Jaldi Se Ye Halwa Kha Lo
Warna Main Is Uncle Ko De Doon Gi
Jab Us Aurat N 4th Bar
Ye Hi Alfaaz Boly To Molvi Ghusse Se Bola:
O Baji Gi Jaldi Faisla Karo,
Halway K Chakkar Main
4 Stop Agey Aa Gaya Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Ne Class Mein Bacho Ki Knowledge Bhadane Ke Liye Ek Question Puchha
Teacher: “Bacho! Ek Asie Chij Batao Jo Udati Asman Mein Hai Aur Bache Zamin Pe Deti Hai”
Pappu: “Air Hostess“
by Pak101.com (few years ago!)
Pagal chinese se: tum american ho?
Chinese: nhi main chinese hu!
Pagal: nhi tum american ho.
chinese gusse me: haan main american hu Pagal: lagte to chinese ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ji Ne ApniGirlfriend k KaandhePer Haath Rakha Aur
Dheere Se Bole - "ILove You"
Girlfriend - "Zor SeBolo"
Sardar Ji - "Jai MataDi" ;->
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gae ho
Husband: Tum bhi to kitni moti ho gai ho
Wife: Mai to maa banne wali hu
Husband: Mai b to baap banne wala hu
by Mohammad Ali (few years ago!)
35 Sal Ki Lady Balcony Se Niche
Kachre Ke Dibbe Me Giri.
.
Ya Dekh Kay Santa Nay Kaha
Husband Zyada He Shokeen Lagta Hai
Werna Abhi 5 10 Saal Aur Chal Sakti Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Boy :tu dharti pe chahe jaha b rhegi tujhe teri khusbu se Pehchan Lunga
Girl: Ma KASAM mujhe phle se hi shak tha k tu sala"KUTTA" he
by Pak101.com (few years ago!)