Santa 60th Birthday
Santa 60th Birthday
Banta-Ye Cake Pe bulb Q lagaya he?
Santa-60 Candls lagane Me Mushkil ho Rhi thi
Isliye 60Watt k bulb laga diye
by Pak101.com (few years ago!) / 913 views
Similar Jokes
Pappu school mn gadha le k aya
Miss:Ye gadha,Q laye ho?
Miss ap hi to Kehti hn K me ne bry bry gadho Ko insan bnaya hy
To me ne socha is ki b"life bn jae gi .?
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Chalogi
Girl: Kaha.?Boy:
Jaha Tum Kaho
Girl:Police Station Chalte Hai,
Boy: Lo Batao Ab Apni Behen Se
Mazak Bhi Nahi Kar Sakta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Malik: Abhi tak tujh se machar nahi maray? Mairy kaano'n mai gunguna rahay hain
.
Nokar: Sahib! Mai ne machar mar deye hain, yai tu unki bewiyan hai jo bewa ho kar ro rahi hain
by Pak101.com (few years ago!)
3 charsi motorcycle per ja rahe the
Darmyan wle ko AWAZ sunai di
““““ thaaaaaa ““““`
Usne apne aagy wale se pocha
“Goli tenu vajji a?”
usne kaha ‘nai’.
usne apne peechy wale se pocha
“te fer Goli tenu vajji a?”
wo b bola ‘nai’
Wo Khud neechy gir gya:
“Le fer Menu e vajji oou”
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Film ky Poster par kesi PEER ke Urrs ka Poster lag gia
.
Poster Phat gia owr likhayi mix ho gayi
.
1 Ticket mai 2 mazay
Langar ky baad zabardast Dance hoga
Maulana Sultan Rahi ke full action ke sath
Khwateen ke lie pardy ka khas intezaam hai
Reema owr Saima ke dil-fareeb raqs mai shareek ho kar
Sawab-e-darain hasil karain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sharabi-AAJ Tab tak piyenge
jab tak woh saamne wale 3
ped(tree)6 nai dikhte
pub manager-saalon bas karo
saamne pehle se hi 1 ped he
by Pak101.com (few years ago!)
Ques:
Why Do Sardars Have See-Through Lunch Box Lids?
Ans:
So They Can Tell
If They Are Going To Work Or Coming Home!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bewakoof 1: Woh ladki kitni sundar hai!
Bewakoof 2: Mujhe uska naam pata hai.
Bewakoof 1: Kya naam hai uska?
Bewakoof 2: Wo Bank mein kaam karti hai, uske counter ke upar uska naam likha tha - CHAALU KHAATA
by Pak101.com (few years ago!)
Agr ap ki wife kehna nai manti hai to
;->
gaur kiun karte ho kisi ki bi nai manti
is parcham k saye tale hum aik hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa- arz kiya hai.
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi, Uske pyar
mein meri kismat jaaggyi,
Maine usko itne khat likhe ki woh postman ke saath
bhag gayi..
by Tanveer Hussain (few years ago!)