wo kon si Aurat hai jisay her
Teacher:
wo kon si Aurat hai jisay her waqat pata hota hai k
mera shohar kahan hai?
.
.
.
Sardar:
Bewa Aurat,
by Pak101.com (few years ago!) / 842 views
Similar Jokes
Beggar: Actually I am an author. I wrote '100 ways
to become rich'
Mr. Roger: Then why are you begging?
Beggar: This is one of the ways to become rich.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
PUPIL: I plan to do absolutely nothing for the next
three months.
TEACHER: That should be easy You've had nine
months of practice doing that in school.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ne Apna Ghar Construct Kiya..
Construction Ke Baad Uper Wale Part Par Color kiya,
Aur Nechay Wale Part Par Likh Diya
"SAME AS ABOVE"
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Kuttey Aur Sardar Mein
English Speaking Ka Muqabla Ho To Kaun Jeetey Gha?
Jeetey Jo Marzi
Laikin Yeh Baat To Teh Hai
K Muqabla Mumkin Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lady: Rahul mera bhai tha.
Daya: Kya Rahul Tmhara Bhai Tha?
Lady: Ha… Rahul Mera bhai tha.
ACP: Rahul Such Me Tumhara Bhai tha?
Lady: Ha sir.. Wo mera bhai tha.
Abhijeet: My g0d…!
Is Ka matlb…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tm Rahul Ki Behan ho?? :D
by Abdul Sami (few years ago!)
Bv :tm shadi k bad bilkul badal gae ho
husband:me ne ap ko pehlay hi bta dia tha k mujhe shadi shuda larkiun me koi dilchaspi nai.
by Sabir shah (few years ago!)
Doctor:
Kiya Aap Har Waqt Haklate hain.?
Mareez:
Nahi Sirf
.
.
.
Bo Bo Bo Bo Bo Bo Bo Bo Bo Bolte Waqt
Dr:
Lakh di Laanat..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Waldain se barh kar is dunia me kuch nai hai.
So,
jaldi se shadi kar lu aur waldain ban jao
by Sabir shah (few years ago!)
1 horror movie dekhi
Husband:rat ko mene ek horror movie dekhi, 1 chudeil kabhi mere aage kabhi piche aur kabhi sath chal rahi thi,
Wife:Kaun si movie thi?
Husband:Apni shadi ki
by Pak101.com (few years ago!)
Employee:
Boss aap shadi shuda mardon ko hi noukri q daitay
hain????????
Boss:
Q kay unhain pehlay hi say Gaalian khanay ki aadat
hoti hai………….=
by Tanveer Hussain (few years ago!)