Ek Sardar ne ek bachy se pucha
Ek Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C Aaty hai to bachy ne keha k mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9 A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata hai
by Pak101.com (few years ago!) / 931 views
Similar Jokes
Pathan ka challenge
Pathan: Mai Meenar-e-pakistan ko sar par utha kar Peshawar le ja sakta hon.
Hazaron log ekathay ho gaye
Pathan: Bas ese utha kar mairy sar par rakho tum !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
3 Bachay Aapas mein Batein Kar Rahe Thay:
Pehla Bacha: Main Bhooray Rang ki Car Longa Q K Mere Abbu k Baal Bhooray hain.
Dosra Bacha: To Mai kaali Car longa Q K Mere Abbu k Baal Kaale hain.
Teesra Bacha: Main To Baghair Chhat(Roof) ki Car lon ga
Q K Mere Abbu to Ganjay hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Ne New Car Li
Aur Drive Pe Nekla Thora Agay Gaya
To Toll Plaza Aya Admi Bola Han Khan G!
Pathan Bola Full Kar Do
by Abdul Hannan (few years ago!)
Jab Ladka Ulti Kare To Maa: “Kaha Se Pee Ke Aaya Hai Kameena?”
Or Jab Ladki Ulti Kare To Maa: “Koun Hai Woh Kameena?”
Conclusion: “Boys Are Always Kameene.“
by Pak101.com (few years ago!)
Bas Stop Pe Pappu Ek Ladki Ko Taad Raha Tha
Ladki Ne Usko Tokte Hue Puchha
Ladki: “Mujhe Aise Kyun Dekh Rahe Ho? Tumhari Koi Bahan Nahi Hai Kya?”
Pappu: “Hai Na, Isliye To Dekh Raha Hu��
Ladki: “Kyu?”
Pappu Muskurate Hue Bola: “Wo Kya Hai Ki Meri Bahan Ko Ek Bhabhi Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!)
aik fakir aik admi se behk mangte hoye bola Allah ke naam par kuch de do,baba aap ki rozi main barkat ki dua Karen gain.
admi foran bola baba jee apne liye bi dua kar lijye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Maulvi jamat kara raha tha us ki hawa nikal gai maulvi ne namaz pori parha di jab salam pheera to pathan peche baitha tha
pathan: wah ustad pancher k bawojod bi manzil tak puncha dia
by Sabir shah (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
After 7 Days!
After 159 Hrs!
After 16890 Mins
After 1015200seconds!
Sub Log.....
.
.
.
.
.
.
Jo Bhi Karen, Ap Ko Kya Taklef Hai?
Aap Apna Kam Karein:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Arbi Bath Room me phone pr BAT kr
ra tha,PATHAN ne suna to andar jakr
arbi ko boht mara, logo ne pucha to
Bola. ye kameena Bath Room me
TILAWAT kar rha ta.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)