Daadi marte hue :Beta me apna
Daadi marte hue :Beta me apna farm,:-):-):-)
6tractor,:-):-):-)
50 janwar :-):-):-
&
22,389,630 cash tumhare naam karti hoon.
Beta: dadi ye sub hay kahan?
dadi:FARMVILLE on
facebook.
by Pak101.com (few years ago!) / 931 views
Similar Jokes
Teacher: She Is Kidding…
Translated In Hindi…
Punjabi:
Woh Bachey Dey Rahi Hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 Room me 1 Bohat Hi Badboo-Daar kutta Tha,
.
Iltaf,Nawaz Or Zardari me Shart Lagi K Jo Is Room me Ziyada Dair Tak Raha To Wo Aqalmand he,
.
Pehly Iltaf Gaya Or 5 Minut May bahar Aa Gaya,
.
Nawaz Gaya 10 Minut May Bahar Aa Gaya,
.
phr Zardari Gaya,.
..
1 he mint me Kutta Bahar Aa Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta:nahi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen k kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ramu: Sir, mere ghar mein TV chodke baaki sabki chori hogayi hai?
Police: chor ne sirf TV kisliye chodaa hoga?
Ramu: mujhe kya pataa sir? main us samay TV mein serial dekh rahaa thaa
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne 1 raah Chalti ajnabi Ladki se kaha-Aapne pehchana Mujh ko?
Ladki-nahi
Santa-mai whi hu jisko Aapne parso bi nhi Pehchana Tha...!!
by Pak101.com (few years ago!)
pathan to dukandar:give me blackbulb
dukandar:what is black bulb
pathan:ullu ke pathe jab rat ko andhera hota hai to hum roshni wala bulb istamal kartay hain mujhe ab andhere wala bulb chahiye takay sabah mein sunay ke liye andhera kar sakoon
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Pakistan ki Nojwan Nasal k bigrne ki wja?
.
.
Mobile??
media?
Internet?
nhi
Matric ki Urdu ki Ghazlen;-)
Ache se Ache Bachay ko Aashiq Bana deti hain:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ne apni saas k pas sanp betha dekha to sanp se bola
Meri saas ko dus lo
Sanp_
Aby kiya dus lon?
Main to khud is se Zehar EASY LOAD krwane aaya hun !
by Abdul Sami (few years ago!)
Memon Ko Current Laga…
Begum Ne Memon Se Poocha:
Kuch Howa To Nahi..?
Memon Bola:
Mujhe Chorr
Bahir Jaa Kar Deakh
“UNIT” Kitne Gire Hai.
by Pak101.com (few years ago!)