Chaman told his friend
Chaman told his friend, “Yaar ek ladki mujh ko hans ke dekh rahi hai"
Naman: Sahi se dekh, hans ke dekh rahi hai ya dekh ke hans rahi hai..
by Pak101.com (few years ago!) / 868 views
Similar Jokes
Malik Nokar Sey:
Jab Main Tum Par Ghusa Karta Hoon,
To Tum Apna Ghusa Kis Pe Nikalte Ho?
Nokar: Toilet Saf Kar K,
Malik: Kaise Saf Karte Ho…?
Nokar:
Ap K Tooth Brush Se..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Tchr:Galti hone pe maafi magne waale ko kya kehte hai.?
Stud:Samajhdar.
Tchr:Aur galti na hone pe b mafi magne waale ko kya kehte hai.?
Stud:Boyfrnd...
by Pak101.com (few years ago!)
Kabhi kehta tha dost mera ke
“Jaan bi maango to hazir hay ”
Aaj apni Biwi ko jan ketha hay
Aur maangta ho tu galiyann deta hai …!
Matlabi saala……
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 larki coke pi rahi thi, k achanak us main se aik MACHAR nikla aur bola "MAA"
Larki: Main teri maan nahi hon.
Machar: Aisa na bol maan main teri COKE se nikla hon!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathaan (khan sahib) ki biwi aik din unki taraf mounh ker kay lait gayee
tou baray pyaar say kehnay lagay " aray begum aaj hum say kutch narzgi hai"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ranjha ne bansri bajai heer daur k aai,
majnu ne been bajai laila bhag k aai
aur hum ne seeti bajai wo apne abu ko le aai.
by Sabir shah (few years ago!)
TEACHER: Ek Aisa Sentense
Batao Jis Mein URDU , HINDI ,
PUNJABI Aur ENGLISH Ka Sahi
Use Hua Ho …
.
…
.
.
.
.
.
.
SANTA : ISHAQ DI GALI VICH
NO ENTRY
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Main ghar late aaya to Dad ne poochha: "Where
were you.
.
Maine kaha: "Friend ke ghar tha...
.
Dad ne mere hi saamne mere 10 friends ko call
kiya.
.
4 ne kaha: "Haan Uncle, yahin par tha...
.
2 ne kaha: "Abhi just nikla hai...
.
3 ne kaha: "Yahin hai Uncle, padh raha hai, phone
dun kya.
.
1 ne toh hadd hi kar di, kaha: "Haan Papa bolo kya
hua...
.
Ab bolo "Har ek friend zaroori hota hai!"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Judge said to Pathan: Tum per cycle chori ka ilzaam sabit nahi hua lihaza, Tumhain Ba Izzat bari kya jata hai.
Pathan: To kya Cycle hum rakh le?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Message of the weak !
Lambi Urraan K Bad Ghonsle Mein Chirriya Louti To Bachon Ne Poocha:
Maa Aasman Kitna Baraa Hai...?
Chirriya Ne Bachon Ko Apne Paron Mein Samet'te Huwe Kaha:
.
.
So Jao haramkhoro, ak to jab ati hun ultay sidhay sawalat se sar me dard kar dete ho.
so jao
by Mazhar Khan (few years ago!)