manish ko uska sasur jute maar
manish ko uska sasur jute maar raha tha anish : Kyu maar rahe ho ise? Sasur : Maine ise Hospital se SMS kiya.Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko forward kar diya.
by Pak101.com (few years ago!) / 951 views
Similar Jokes
Bomb dhamako se tum log Q dartay ho FARAZ...
Ye to hotay hain tujhay ooncha uranay k liye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Log Bus Ke Intezaar Main Khade The.1 Funny
Bhikari Aaya,
Sab Logon Se Bheek Maangi,Paise Kamaye Or Taxi
Main Baith Kar Chala Gaya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Aadmi : Kyu maar rahe ho?
Sasur : Meinie ise Hospital se SMS kiya.
Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko
forward kar diya!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
4 boys on bike...
Police:- triple riding is
banned aur tum 4 baithe
ho??
Boys shocked... look behind..
.and says:- saalo 5wa kaha
gir gya...?
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU :chilkay samait KELA kha raha tha.
MOLU: Is ko cheel to lo.
GOLU: Cheelne ka kia zarurat hai,hum ko yaqeen
hai is k andar KELA he hai.:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aalsi se uske dost ne kaha:-suna hai tum faoj main bharti hone ja rahe ho.
Aalsi Dost:-are nahin,mujhe to ye bhi nahin pata ki badook ka muh kidhar karna hai?
Pehla dost:-koi baat nahin, kahin bhi rakhoge, desh ka bhala hi hoga.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Wearing Very Short
Skirt
Boy Asks : Won't Ur Mom Say
Anything About Ur Dress . . ?
Girl : My Mom Will Be Very Angry
Coz:I M Wearing Her Dress .
by Pak101.com (few years ago!)
Santa apne bete ko: is baar agar exam mein fail huaa, to mujhe pitaji mat bulaana.
kuch din ke baad,
Santa: result ka kya hua?
Santa ka beta: sorry santa
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeerni:a bhaiya 1 rupya dede 3 din se bhuki hun.
Santa:3 din se bhuki ho to aik rupee ka kia karen gi?
Faqeerni:wazan dekhun gi kitna kam huwa hai
by Sabir shah (few years ago!)
Hum Kisi ki Dosti k muntazir nahi hain,
‘Faraz’
Jo Humain chor kr jaye ga Wo INSHaLLAH
Ramaan main Sahri time peeppa hi Wajaey ga…
by Abdul Hannan (few years ago!)