Shadi me dulhan ko ghungat me
Shadi me dulhan ko ghungat me Q rakha jata hai????
Socho
?
socho
... ...?
nai pata
?
?
Taki kisi ke muh se ye na nikal jaye ki
Abe Ye To Meri Wali Thi
by Pak101.com (few years ago!) / 903 views
Similar Jokes
Choza,sherni se: Drling
I LOVE U
Sherni:Abay single pasli,tu nay apni jan,body,height dekhi hai?
Choza:Sab choro
JAN-E-MAN,sir
Confidence dekho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bhanja:Mujhe 200/Rs. Do,
Mama:Tujhe Rupaye Ki Nahi AQal Ki Zarurat Hai,
Bhanja:Ab mai Apse Wahi Cheez to Mangunga Jo
Apke Paas Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa class me haans raha tha,
Ek ladka bola : Stand UP, kaun ho tum?
Santa : Tum kaun ho?
Ladka : Mein monitor hu
Santa : Te phir mein CPU hu!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Apne Friend Golu Ko Bata Raha Thha.
Pappu: “Pichle Hafte Meri Aur Meri Girlfriend Ki Ladayi Ho Gayi Thi Aur Hum Alag Ho Gaye”
Golu: “Fir?”
Pappu: “Usne Mujhe Chidane Ke Liye Apne Naye Boyfriend Ke Sath Photo Khinchva Ke Mujhe Bhej Di”
Golu: “Ohh, Ye To Bahut Bura Kiya Usne”
Pappu: “To Main Bhi Konsa Kam Hun, Utha Ke Photo Uske Baap Ko Bej Di“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: yar jahaz jab urta he to uske gate q bnd ho jate he
Pathan: kafi der sochne ke baad
.
.
.
.
.
Yar koi juice ya kulfi wala na charh jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik Dulha shadi ki Pehli raat,
apni BIWI ke ghonghat utha k baray piyar se poochta hai,
kiya naam hai hamary ‘ hazoor ‘ ka?
Biwi: Hazart Muhammad (S.A.W.W)
Dulha: kiy faramya hazoor ne?
Biwi: yehi Namaz parho Roza rakho or Zakaat do.
Dulha pareshan ho kr bahir gya or bola
SB ANDAR Aa jayen
DARS ho raha hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar:
Interveo deny gaia,
Officer:
Tmhari talem keia,
Sardar:
L . L . K . M . P .
Officer:
Ye kon’c digri he,
Sardar:
Lamk làmk k metrik pas.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 din 1 daku 1 sardar k ghar mein ghuss gaya or bula SONA kahan hai
sardar g: ullu de patthe pura ghar khali aa jithay marzi soja
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Khudkushi kar raha tha,
Kisi ne kaha aisa kyon kar rahe ho?
Pathan: Hamara bivi hamare dost k sath bhag gai hai.
Or hum apna dost k baghair ji nahi sakta...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sach' Hum Pyar Kisi se karte hai aur Shadi Kisi aur se..
Jisse Hum Shaadi karte hai Wo husband/wife ban jaate hai aur..
Jisse Pyar karte hai Wo facebook ki ID ka Password ban jaate hai...
by Pak101.com (few years ago!)