Aik Sardar kay han 20 saal bad
Aik Sardar kay han 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya.
Dost : Yaar udas kion ho?
Sardar : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
by Pak101.com (few years ago!) / 1023 views
Similar Jokes
Aik bacha park mai bench pe betha
1 k bad 1 toffee kha rha tha.
Pas bethi 1 orat boli:
Jo ziada metha khatay hen
wo jaldi mar jatay hen.
Boy: ap ko malum hay meri dadi ki age 106 saal thi.
Orat: wo metha kam khati hongi.
Boy: nahi, Wo apny kaam se kaam rakhti thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Larkiyan Bhi Ajeeb Hoti Hain
Baat Karo To Thappar Marti Hain
Pathan:
Yeh Tumne Bilkul Sahi Baat Kiya
Larka Hi Acha Hota Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki mangni hoi, usey pata chala k uski mangaiter
ka kisi se koi affair nahi tha, us nay yeh keh ker mangni tor di
k jo kisi aur ki nahi ho saki wo meri kia ho gi
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne apni Qaza Namaz ada krny ki sochi
Namaz se pehly unchi awaz me niyat ki
2 rakat Namaz Qaza Fajar
4 November 1996
5:20 purana time.
ALLAH O AKBAR
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
New Sign board at a Pakistani Petrol Pump
“Please Don’t Smoke
here!
We know Your Life has no value
But
Petrol is very expensive”:-D:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan to Sardar: Tell me any 5 animals name live in water?
Sardar: Frog
Pathan Theek hai, or batao,
Sardar: Frog da Piyo, Maa, Pra or Behen.
Pathan: Shabash
by Abdul Hannan (few years ago!)
BOSS-itne kam kapde pehan K Q Aai Ho?
Aadha Jism Dikh Raha Hai
Girl-Itni Salary Me Yahi Aata He
BOSS -Manager, Ishko 3 Month Tak Salary Mat Dena..
by Pak101.com (few years ago!)
Three ants find an elephant asleep.
One says,"We'll kill him!"
Other one says,"We'll break his legs!"
3rd one says:
"choro yaar bechara akela hai aur hum teen..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: ager mujhe opration se kuch ho jaye to is doctor se shadi ker lena
Wife: ap asa kiun bol rhe hain
Sardar: to kya main is doctor ko maf ker don.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa- “Meri patni mera itna khyaal rakhti hai ki
kal mehmaano ke vidaa hone ke baad jab maine
usse kaha ki garam paani ka jaldi praband kare to
usi wakt paani garam kar diya|”
Banta- “Waah! Lekin us samay bechaari ko paani
garam karne ka kasht kyu diya?”
Santa- “Kyuki mai thande paani se bartan
nahi dho sakta tha|”
by Tanveer Hussain (few years ago!)