Vaibhav- baba, kya aapko pata
Vaibhav- baba, kya aapko pata hai, aapke ashram me ladke aur ladkiya kya kar rahe hai?
Mani baba- mereko kya?
Vaibhav- lekin ye aashram aapka hai!
Baba Mani- toh phir tereko kya?
by Pak101.com (few years ago!) / 1574 views
Similar Jokes
Memon Ki Bv Bimar Thi
Light Na Hone Ki Waja Se
Usne Candle Jala Di Or Bola:
Doc Ko Lene Jarha Hun
Agar Tumhe Lage K Tum Nahi Bachogi To Plz
Candle Bujha Dena..
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA ka school me 7th class me new admision huwa.
Teacher-Batao Sachin Tendulkar kon hai ?
SANTA-Humko kya pata mai To school me naya hun
by Pak101.com (few years ago!)
ek murgi ne 3 ande diye aur dua ki ya Allah
mere bache naik niklain
to pehle andey main se bacha namaz parhta hua nikla,
dosra bacha tasbih parhta hua nikla,
tesra nahi nikla to murgi pareshan hogai
aur us ne bache ko awaz di to anday main se awaz aai
k main etqaf main betha hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ped per ek ullu baitha karta tha..
.
Ek din ped kaat diya gaya..
Ped bahot khush hua, kyuki ab uspar koi ullu nahi bethega..
.
.
magar us ki khushi mitti mein mil gai
kyu ki...
.
.
.
.
.
Ped ko kaat kar Pradhaan Mantri ki kursi bana di gai... aur Itihaas gawah
hai,
.
.
.
"Aaj Bhi Us Par Ullu Hi BaithtaHai...:
by Pak101.com (few years ago!)
Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.
Voice: Aray doctor sahab jaldi aayeay! Meray betay nay blade kha liya hai.
Munna abhi jaanay k liye tayyar hi hota k dobara phone aata hai.
Voice: Doctor Sahab! Aab aanay ki koi zaroorat nahi, meray husband ko shave k liye doosra blade mil gaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 ladka - "Mere Papa itne lambe hai ki khade khade chalte FAN ko rok dete hai."
2 ladka - "Mere papa bhi lambe hai, lekin aisi chutia harkate nhi karte."
by Pak101.com (few years ago!)
BOY: Janeman
"TUTE DIL" se pyar karogi,
ya"DIL TUTNE"
tak pyar karogi?
GIRL:KamineYE bata
"TUTI CHAPPAL"
se pitega
ya "CHAPPAL TUTNE TAK"
pitega..Boy shoked...girl rocckxx
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Bus me ja raha tha ek laraki se takragaya
Larki boli: Thappar khana hai
Santa: MEra to pet bhara hua hai, Aap kisi aur se puchh le
by Pak101.com (few years ago!)
Double heart attack msg by a boy to a girl:
1st msg: Lets break up now , Sub khatam.
.
.
... .
.
.
.
.
.
2nd msg:Sorry , sorry , sorry ! That was not for U
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Height of Attitude :
1 lady see a boy of 5 years is smoking. . . . . . . . .
Lady :- kya tumhare dad ko malum hai, ki tum smoking karte ho.??
... .
.
.
.
Boy (dhua udate huye) : kya tumhare husband ko malum hai , ki tum abhi kisi gair "MARD" se bat kar rahi ho.????
by Pak101.com (few years ago!)