kya aap murgi
Pappu : miss kya aap murgi ho ?. .
.
.
. Miss : kya bakwass kar rahe ho ? Main tumhe murgi nazar aati hu... ://
.
.
.
.
.
.
.
.
Pappu : to phir aap mere har test mein ande kyun deti ho
by Pak101.com (few years ago!) / 972 views
Similar Jokes
Ustaad: Mujhe water ka formula sunao.
Shagird: HIJKLMNO.
Ustaad: Kya? Yeh kya?
Shagird: Kul aap he nay to bataya thaa H to O water ka formula hota hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Polio team darwazay pe ai
Pathan: begum Bandooq or kartoos kahan hen.
Polio team bhagi
Pathan ne awaz di: Ruko ye humare bachon k naam hen
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: 50 Rs. dedo sahab girlfriend ko phone
karna hai….
Sahab Apni Girlfriend Se:
Dekho, bhikaari bhi apni girlfriend se kitna pyar
karta hai…. “True Love”
Bhikhari: Nahi nahi sahab, usse pyar karne ke baad
hee main bhikaari bana hoon…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Main aur meri girlfriend shaadi kar rahe hain...
Banta: mast, Kab...?
Santa: Meri 7th Dec ko
aur uski 13th Feb ko..!
by Pak101.com (few years ago!)
To Reduce Depression Of Students, Sir Showed Them 3 Idiots
Sir- What Did U Learn 4m D Movie?
Students- KISS Karte Waqt Naak Beech Me Nahi Aati
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kutta Diwar Pe Toilet kar Raha Tha Ki,
Tabhi Diwaar Gir Gayi Aur Kutta Marr Gaya,
Tabi Se Kutton Ne Decied KiyaKe
“ Susu Karte Waqt Ek Taang Se Diwaar Ko Sahara Diya Karenge “
by Pak101.com (few years ago!)
Pati ke marne ke bad patni ne akhbaar mein add diya.. Antim sanskar mein jo bhi aaye uske liye dhanyavad. from: Kajal, Age 26 Gora rang, 36 24 36, Bachche nahi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Waiter: Khan Sahb, 10 Rs Tip To Meri Insult Hy..
Khan: To Phir..?
Waiter: 20 Rs To Hon..
Khan: Main Tumhari Double Insult Nhi Kr Skta..!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Principal asked PreM:
Why r u late?
all ur classmates came to d class on tym
I rplied:
"Jhund me to kutte aate h. Lekin SHER hamesha akela aata ha
by Pak101.com (few years ago!)
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)