ek baar aadmi ne bhagwan se kaha
ek baar aadmi ne bhagwan se
kaha, aapne aurat ko itna sundar
kyon banaya hai?”
Bhagwan bole,”taki tum unse
pyaar kar sako.”
Aadmi bola, “ to phir unhe itna
bevkoof kyon banaya hai?”
bhagwan ne jawab diya, “taki
wo tumse pyaar kar sake.”
by Pak101.com (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
Santa : Yaar Tumne School Ana Kyu Chhod Diya?
Banta :
Yaar Actually Mere Dad Keh Rahe The Ke 1 Jagah Bar Bar Jane Se Izzat Kam Ho Jati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Tumse shaadi karke mujhe ek bahut bada faayda hua hai!
Wife: Woh kya?
Husband: Mujhe mere gunaaho ki saza jeete jee hi mil gayi!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maths Teacher Was Teaching Mathematical Conversions
Teacher: If 1000 Kgs = Ton. Then
For 3000 Kgs =How Much?
Santa: Ton! Ton! Ton!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan to dukandar:give me blackbulb
Dukandar: what is black bulb
Pathan: ullu ke pathe jab rat ko andhera hota hai to hum roshni wala bulb istamal kartay hain mujhe ab andhere wala bulb chahiye takay sabah mein sunay ke liye andhera kar sakoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Kehty Hain Larki K Hath Ma
Barkat Hoti Hai,
Bilkul Sahe
Q
K
2 Inch Ki CheeZ Hath Ma Do To 6 inch Ki Kr Deti Hai,
laga pogo
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Main ne tumhain baghair dekhe shadi kr li.
Shohar: Aur meri sharafat dekho,
Main ne dekh kar bhi inkar ni kiya..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Khudkushi par speech de raha tha
Khudkushi Paap hai
Zulm hai Gunah hai
Buzdili hai Pagalpan hai
khudkushi krne se behtar hai insan khud ko
Goli maarle!..lolz..:P:P
by Mohammad Ali (few years ago!)
Load Shedding K Fawaaid: Generator,UPS & Candle Walo Ko Rozgar Ki Farahmi Bijli Ka Bill Kam Aiga Mobile Charge Na Hone Se Balance & Time Saving TV Na Dakhnay Say Gunaho Ma Kami Sabr Karney Ki Waja Se Jannat Mein Jaaney K Ziyada Imkanat (A Public.
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka : jaaneman is dil me chali aao
Ladki : chapal nikali kya?
Ladka : pagli, ye koi mandir nahi hai, aise hi aa jao.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to student: Tum class ky sab sai nekammy student kion ho?
.
Student: Kionke jo larka mujh sai nekkama tha wo school chor gia
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)