Laloo to his P.A
Laloo to his P.A.: Itne khiladi kyun football ko laat maar rahe hai?
P.A.: Goal karne ke liye.
Laloo: Susra, ball toh pahle se hi gol hai aur kitna gol karenge
by Pak101.com (few years ago!) / 1044 views
Similar Jokes
Dil Ka Dard Dil Torrne Wale Kia Jaany.
Hoty Hai Kitni Takleef Larki Ko Patany Mai,
Ye Ghar Pe Baitha Larki Ka Baap Kia Jany.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Main ek baar jungle mein susu karne gaya toh waha per Sher tha.
Banta: Phir kya hua?
Santa: Maine Sher se kaha, “Pehle tum karlo, mera toh ho gaya hai.”
by Pak101.com (few years ago!)
Sher sherni ko kiss krne lga Sherni ne rok dia or idhr udhr dekhne lagi
Sher: kya hua?
Shreni -Dekh rhi hu aas pas Discovery wale to nhi hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Diwaar Par Likha Tha: “Yahaan Kutte Susu Karte Hain”
Santa Ko Badi Zor Se Susu Aaya Thha, Usne Idhar Udhar Dekha Ki Koi Bhi Nahi Dekh Raha To Waha Susu Kar Diya.
Fir Muskura Kar Bola: “Ise Kehte Hai Dimaag, Susu Maine Kiya Naam Kutte Ka Aaya“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek dafa sardar ne bank se lon lekar car khrid lya but bank ka lon wapas na kar saka.
magar Bank walo ne car wapas lalya.
Sardar:agar pata huta to shadi be bank ke lon se karta.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek admi ne zindagi se tang aa kar kaha
"Es zindagi se tu Mout achi hai"
.
Ek dam farishta aya owr bola ke "mai tumhy lainy ayah on"
.
Admi bola: Lo ab insaan mazak bhi nai kar sakta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wo kon c bekaar cheez hai jo kapre k andar hai?
Socho
nai pata
o maa sadqe wo tum ap hi to ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Kabhi kabhi mere man mein
khayal aata hai,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tu phone to kisi ko karti nahin,
To tera balance kahan chala jata
hai...
by pinkey (few years ago!)
Har maa ki 1 hi dua. .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aag lag jaye tumhare is phone ko 24 ghante tuk tuk tuk tuk.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Only 1412 Days Remaining for ICC Cricket WorldCup 2015.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
I'm so excited.
(MISBAH):-D
by Pak101.com (few years ago!)