Pathan Aur Bank Ka Loan
Pathan Ne Bank Se Loan Le Kar Car Li Lekin Loan Wapas Na Kar Saka Bank Walay Car Le Gaye
Pathan: Pehlay Pata Hota To Shadi Bhi Bank Se Loan Le Kar Karta!
by Pak101.com (few years ago!) / 864 views
Similar Jokes
Teacher Pappu Se Puchhta Hai.
Teacher: “Tumhare Papa Kya Karte Hai?”
Pappu: “Sir, Wo Roz Galiyaan Khaate Hai”
Teacher: “Kya Matlab Hai Tumahara?”
Pappu: “Ji, Wo Customer Care Executive Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
PAPPU:
Papa G,
Maa K Aansuon Or Biwi K Aansoun Mai Kiya Farq Hai..?
Father:
Maa K Aansu Dil Par Asar Karte Hai
Aur
Biwi K Aansu Jaib Pe..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa asks Banta: Tujay larki phasani aati hai?
Banta: Nahi..!
Santa: Nahi aati to seekh le..
Pehle ek kaagaz ka jahaaz bana..
Phir usay class mein ura..
Mam k puchne par.. larki ka naam lagade..
BAS PHAS GAI LARKI . . .
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Kon….? Police: Darwaza Kholo Kuch Baat Karni Ha Sardar: Tusi Kiny Bandy o…? Police: 3 Sardar: Tey Chawlo Apas wich Karlo Menu Zaror Tang Karna Jay…?
by @irha@ (few years ago!)
Neend Ati Hy to khuwab Ata Hy
Khuwab Mei 1 larki Ati Hy
Larki k Pichy Us ka Baap or Bhai B Ata Hy
Phir Na Neend Ati hy Na Khuwab Ata hy…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao nokar ne
kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunachawoh sahib khud hi bazaar se saman le aye.ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao.is ne jawab diyaise sui gas par pakan nahi aata.in sahib ne khud khana tyar kar liya.phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo.who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta .muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Saurav Ganguly: Yes,England Main Shirt Sirf Main
Hi Utar sakta Hoon.
MS Dhoni: Kya Karoon Dariyadili Kaam Nahi Aayi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
New style of proposing a girl "Can I borrow a coin?" "I told my mom that I wil phone her wen I met d girl of my dreams"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 Best Things in Life
.
.
.
.
.
1. Raat ki Neend
.
.
2. Dopahar ki Neend
.
.
3. Subah ki Neend …
by Pak101.com (few years ago!)
Banti ko dost ne khane pe bulaya.
Banti jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha aur likha tha maine tumhe pagal banaya :P
Banti ne hoshiyari dikhai or niche likh diya “Main toh aaya hi nahi tha” :
by Pak101.com (few years ago!)