Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by Pak101.com (few years ago!) / 1013 views
Similar Jokes
Sardar goes into ladies toilet, all ladies suddenly stand up.
Sardar: izzat dil mai ho bus yahi kafi hota hai,
Beth jao,Beth jao.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Sach or Veham mai kiya farq hai?
Student: Ap jo hamain parha rahi hain wo sach hai, laykin hum sab parh rahay hain ye apka veham hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa to Banta – Dr ne kaha tha k tv cabel se
bache kharab hote hai aur padhai b nai krte, maine
cabel katwa diya,
Banta: Good. Ye to bahut aachi baat hai,
Santa: Ab maine dish tv laga liya hai!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
7 chatai pr 7 sadhu baithe the,1 admi ne sabse bade sadhu se pucha "Baba biwi control nhi hoti kya karu"?
Sadhu (chote sadhu se) ek chatai aur laga BHAI k liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao.
nokar ne kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunacha woh sahib khud hi bazaar se saman le aye. ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao. is ne jawab diyaise sui gas par pakana nahi aata. in sahib ne khud khana tyar kar liya. phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo. who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta. muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Wo Kya Cheeze He Jo wife Apnay hsbnd Ko Sari Umar Nahi Deti?
Socho ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Socho ??
.
.
.
.
.
Socho
CHAIN KI SAANS
by Pak101.com (few years ago!)
AFTAB to SHAHRUKH:Tumhe pata hai aab tak ki meri sab se achi perfomance "ANKAHEE" hai
SHAH RUKH:TO fir aab kiyu Bata rahe ho!!!
by Pak101.com (few years ago!)
nai dulhan apney mian sey kahti ha, mainey do dishen banaaney ka mahaarat haasil ki hai, ek murghi ka salan aur ek gajar ka halway. aaj aap ke liye meiney yeh donon banaai hain.
Mian: bohot khoob. ab yeh batao, inn mein sey murghi ka saalan kaun sa hai aur gajar ka halwa kaun sa?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife to Santa : “You don’t love me at all”
Santa points towards their five children and says
Do you think I donwloaded them from google”
by Pak101.com (few years ago!)
Judge:Tumne Apne Malik Ko Zehar Q Diya
Mulzim:QK Unho Ne Kaha Tha K Aisa Thanda Pani Pilao
K Thanda Ho Jau Maine Zehar Daal Kar De Diya
by Pak101.com (few years ago!)