Ghar Pe Guest Aa Rahe Hai
Santa Ki Patni Apne Ghar Par Do Extra Bister Laga Rahi Hoti Hai To Santa Ye Dekh Ke Pappu Se Puchta Hai.
Santa: “Pappu, Aaj Teri Maa Do Bistar Kyun Laga Rahi Hai?”
Beta: “Papa, Ghar Pe Do Guest Aane Wale Hai”
Santa: “Kaun Aa Raha Hai?”
Beta: “Mummy Ka Bhai Aur Mera Maama”
Santa: “Achha, Phir Ek Aur Laga Lo, Mera Saala Bhi To Aa Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 1182 views
Similar Jokes
Kanton bhare raaste per kon ap ka sath dega..
Mummy/Papa: No
Husband/Wife: No
Brother/Sister: No
Ap Ka Lover/Friend: No
Sirf aur Sirf Aapki
.
.
.
.
CHAPPAL
by Pak101.com (few years ago!)
Geo Tv ka wo konse programs he jin k nam khawateen lene se hich kichati hain?
.
.
.
.
"HUM SUB UMEED SE HAIN".
or
'AAJ RAAT KAMRAN KHAN K SATH'.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl (Wearing Short Clothes): Main Bahut Young Lag Rahi Hoon Na ?? =D
.
.
.
.
Boy: Ye Bhi Utaar Do, New Born Baby Lago Gi..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jyotish:Tumhri life men 14 larkyan ayen gi
Boy" Oh yess... What a life!"
Jyotish: Ziyada khush mat ho.
1 Biwi or 13 betyan hongi.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Agar Operation Se Mujhe Kuch Ho Jaye To Ussi Doctor Se Shadi Kar Lena
Biwi: Aisay Kyun Keh Rahay Ho?
Sardar: To Kaya Doctor Ko Muaf Kar Doon?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa kadi chawal kha rha tha , ek makhi us par
baithne ki koshish kar rahi thi, ye dekh santa bola-
hat hat ye woh nhi hai jo tu samajh rahi hai....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Bachön batao pakistan ne jo atom bomb india pe phenka tha aur India ne use pencil bana dia uska naam kia hay?
Students:- (ADNAN SAMI)
by Zia Rasool (few years ago!)
Argentina ka Messi, Brazil ka Kaka...
Wah waaa wah waaa!!
Argentina ka Messi, Brazil ka Kaka...
Dono team baahar...
Ab karo WAKA WAKA!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl:aj ammi ne mujhe tere sath bitje pe jate howe dekh lya.0
boy:pher?
Girl:rakshae ka karaya wapas kar lia
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan:College Ki Larki Se Bola
I Love U!
Ab Tum Mujhe Bolo
Girl:Mai Abhi Ja K Sir Ko Bolti Hun
Pathan: Pagal Ki Bachi Sir Ko Mt Bol Unki Shadi Ho Gai Hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)