Ek aadmi bada dukhi tha!
Ek aadmi bada dukhi tha!
Ek dost ne usse poocha: Kyun tention mein ho???
Aadmi: Yaar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh rupey diye the, ab saale ko pehchaan nahi pa raha hoon!
by Pak101.com (few years ago!) / 949 views
Similar Jokes
Girl:aj ammi ne mujhe tere sath bitje pe jate howe dekh lya.0
boy:pher?
Girl:rakshae ka karaya wapas kar lia
by Sabir shah (few years ago!)
Wife: Suniye, is sunday mujhes cinema dekhna hai, dher saari shopping karni hai aur five star hotel mein khana
khana hai…..
Husband: Phir aaj mandir chalte hain..
Wife: Mandir kyun ?
Husband: Bheek maangne ke liye….
by Pak101.com (few years ago!)
If Rakhi Sawant started acting in Ekta Kapoor
soaps as the Drama Queen, what would be the
name of the serials ?
Kyonki Saas bhi Kabhi Item Girl Thee
Kahin Kissing Roz
Kyaa Hoga Mika Kaa
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Thappar maar k naraz wife se husband bola:
Aadmi usay maarta hai, jisay pyaar karta hai.
Wife husband ko 2 Thappar maar k boli: Aap kya samajhte hain, k main aapse pyar nahi kerti.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ny Chalnge Kia K
Vo Minar E Pakistan Ko Sir Pr Utha Kr
India Ja Skta Hy,
Hazaron Log Ekathe Ho Gay
Sardar Bola:
“Inu Chuk K Mery Sir Ty Rakho”
by Pak101.com (few years ago!)
ek chhota bachcha doosre bachche se:-agar din ko suraj nahin nikala to kya hoga?
doosra bachcha:-bijli ka bill bad jaaega.
by Pak101.com (few years ago!)
School bus mein driver k peeche
baitha baccha khud se baatein kar raha tha.!
"Agar meri maa hathni aur baap hathi hota
to mai ek chota hathi hota...
hahaha.."
"Agar maa chirya aur baap chira hota to
mai 1 chira hota...
hahaha."
"Agar maa sherni aur baap sher hota to
mai chota sher hota...
Hahaha."
Driver ko ghussa aa gaya
aur bola:-
"agar teri maa kamini aur baap kanjar hota to tu kya hota??"
.
.
.
.
.
Baccha:- phir mai bus driver hota..! :D :P :O
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pakistani Dosray Say:
Yar Kehtay Hain Iss Bar
Jung Computer Say Lari Jai Gi?
2nd: Haan Misile Computer Say Control Hotay Hain Na ?
1st:
Phir To Hum Jung Haar Jain Gay
2nd:Wo Kaisay?
1st: Yar Agr Misile Chalanay Say Pahlay He Bijli Chali Gayi To?
by Pak101.com (few years ago!)
Interviewer:what is skeleton?
Sardar:Sir, skeleton is a person
who started dieting but forgot to stop it..!!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan:College Ki Ladki Se Bola I Love U! Ab Tum Mujhe Bolo Girl:Mai Abhi Ja K Sir Ko Bolti Hun Pathan: Pagal Ki Buchi Sir Ko Mt Bol Unki Shadi Ho Gai Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)