2 Dost suicide kernay gayai
2 Dost Suicide kernay gayai,
Pahala : “Hey Bhagwan mujhey
dunia ki saari nafrat de Pareshani
de Dukh de!”
Dusra dost : “Abe tu maut maang
raha hai k Microsoft main Job.”
by Pak101.com (few years ago!) / 895 views
Similar Jokes
Son: Mom, when I was on the bus with Dad this morning,he told me to give up my seat to a lady.
Mom: Well, you have done the right thing.
Son: But mum, I was sitting on daddy's lap.
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi Ki Pehli Raat Pathan Ny
Apni Bivi Ko Gulab Ka Phool Diya..
Bivi: Khan Saab' Hum Ko Ye Nai Chahiye,
Koi Sonay Ki Cheez Do..
Phir Pathan Ny Usay
.
.
.
.
.
.
"Neend Ki Goli" De Di.. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karoge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Abdul Basit (few years ago!)
Santa Ka Darwaza Zor Se Baja.
Wo Ghusse Se Darwaze Pr Gaya Aur Bola:
"Kon Gadhe Ka Bacha Hai?
Bahar Se Aawaz Aai:..
Papa Mai Hu. :-
by Pak101.com (few years ago!)
Sharma dial a no. & hear, iss call ke liye aapka balance kafi nahi hai."
sharma: koi baat nahi jaane man tumse baat ho gai bas itna hi kafi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Bnta-Agar TmharA 1-Lakh ka Enam nikAl aaye to
kyA karoge
Snta-Main Pagal Ho jauga Aur wo 1-Lakh rupay apne Ilaj
par Lagauga
by Pak101.com (few years ago!)
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Main ijhar mohabat kar ke thak gaya,
Tab pat chala sali yeh toh behri hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
teacher: ksne chand pr pehla kadaM rkha tha.?
stUdent: Neil arMstrong, teachr: gUd, or doosra.?
StUdent: dosra v oney e rkhya c, o kera langra c...;)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Pathan & Uski B.V Riksha Me Aakar Bethe,
Driver Ne Shesha Set Kia,
Pathan Chillaya Bola:
Tum Hamara B.V Ko Dekhta Hay!
Tum Peechay Betho Riksha Hum Chalaiga.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ek chitti ne Hathani ke kan mein kuch kaha toh hathni behos ho gayi.
Phir kisine chitti se pucha ke tune kya kaha?
Chitti Boli: Maine itna hi kaha ke “Main tumhare bacche ki maa banne wali hoon!”
by Pak101.com (few years ago!)