4 Sardar train
4 Sardar train k piche bhag rahe thay 2 charh gay train mein logon ny kaha
WELDONE
Sardar: khaak well done?
Jaana to unhe tha,
Hum to chhorhnay aaye thay..
by Pak101.com (few years ago!) / 1017 views
Similar Jokes
Teacher:Montu tere Papa kya krte hai?
Montu:Sir HDFC ke Malik hai!
Teacher:WAH! HDFC Bank?
Montu:Nahi Sir, Henu Dahibade & Faryali Center.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne illegal dewar bnai
Ksi ne kaha kuch aisa kro k dewar
purani lge
Pathan ne dewar pe likh dia
Hum QUAID E AZAM ko peshawr any pr
khush amdid khty hain.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa hamptay kamptay ghar may dakhil huwa
Or haath may gold ka Ek cup pakra hua tha,
Wife: ye cup kahan say mila?
Husband: mai daur me first aya hun.
Wife: doosre aur teesre number par kon aya?
Husband: doosray number par police afsar aur teesray number par cup ka maalik...
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathaan Cinema Mai Film Deakh Raha Thaa
Film Mai 1 Shair Dowarty Howay Araha Thay
Pathaan Ne Dekha Tu Dar Gia
Owr Apni Chadir KaNdhy Paa Dal Ker Bhaagnay Laga
Logoun Nay Kaha: Khan Sahib Maat Daro
Yaah Tu Film Hai
Pathaan: Woh Tu Mujh Ko Bhi Pata Hai Kay Yai Film Hai
Lekin Wo Tu Janwar Ha
Usko Kiya Pata.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pappu ne car li loan pe, loan nahi chuka pane se bank wale car utha ke
le gaye
Pappu rote hue, 'Pehle pata hota to
shadi bhi loan le ke karta'.
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Santa - “Tum is ladki kojaante ho?”
Banta- “Ha,kabhi mai iske saath soya karta tha!”
Santa- “Achaa! kab? kaha?”
Banta- “Jab mai college me padta tha!
angreji ke claas me !
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dada Apny Potay Se: Tumhary Teacher Aa rahay Hain,
Tm Chhup Jaao.
Pota: Pehle Aap Chhup Jaen,
Maine Aapki Mout Ka Bahana Bana Kar 2 Hafte Ki Chutti Li Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:-yaar banta kal mei biwi mere ek dost ke saath bhaag gayi.
Banta:-tujhko to bahot yaad aati hogi uski ,phir?
Santa:-haan yaar …bahot achcha dost tha mera.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kiya Aap K Ghar Walon Ko
Pata Hai k Aap Pagal Hen.??
.
Haan Ya Nahi Me Jawab Den.
Agar Aap Ny Jawab Na Diya To
Yaad Rakhen,
Khamoshi Ka Matlab Haan Hota Hai.. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Mujhe Shadi Me BMW Mili He.
Banta: Pr Tumhare Pass To Koi Car Nahi He!
Santa: Abye Ghadhe,
BMW Ka MatlabBahut Motti Wife..
by hearthackervsgirls (few years ago!)