chashma
Dr: Apka weight kitna hai?
Patient: Chashme ke sath 75 kgs.
Dr: Aur bina chashme ke?
Patient: Woh bina chasme ke toh mujhe dikhta hi nahi,,
by haleema sadia (few years ago!) / 1127 views
Similar Jokes
Purani Kahawat he ki sote samay tension ko
sath leke nahi sona chahiye Phir bhi log Pata
Nahi kyo Biwi ko sath leke sote ha..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Waiter: Khan Sahab, 10 Rupay Tip to meri Insult Hai.
.
Khan: To Phir?
.
Waiter: 20 Rs to Hon.
.
Khan: Main Tumhari Double Insult Nahi Kar Sakta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
HIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Husband : Ari Bhagwan, Tum Mujhe Bazaar Mein "A.G." Kehke Kyon Bulaati Ho ? Kabhi Akele Mein To Mujhe "A.G." Nahi Kehti ?
Wife : Bazaar Mein Sabke Saamne "ABEY GADHE" Kahungi, To Kya Achchha Lagega
by Pak101.com (few years ago!)
PATHAN ko 1 charagh mila
Utha kr $aaf kia to 1 Jin nikla or kaha
apki 3 khwahishain puri karonga
PATHAN:
Humko aisa Naswar do jo kabi khatm na ho
ek dum 1 naswar ka packet agya
PATHAN ne thori si naswar nikali to utni naswar or agai
Jin: Baqi 2 khwahishen?
PATHAN Aisa 2 Packet or de do.
by Zia Rasool (few years ago!)
Maalik Naukar say:
yeh tum kisi bhi kaam k liye jaatay ho to wapas
aanay main
2 - 3 ghantay kyun laga daitay ho. ?
Naukar:
sahab aap nay he to kaha tha k bijli ki tarah kaam
karna ..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladke wale ladki dekhne gaye.Ladk ne Ladki se
pucha:"Aapko KHANA BANANA aata hai "?Ladki : "
Nahi mujhe to BANANA KHANA aata hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Man: Oye tera ek dant neela kida ho gaya?
Sardar: Yaar main ink lagayi hai.
Man: Uh kyon? Sardar: Kyon k aaj kal BLUE TOOTH bahut mashur hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Patient To Nurse:
I Don't Want To Get Well Because I Love You!
Nurse:You Wont Get Well Ever,
Bcoz
Doctor Has Seen You Kissing Me & He Loves Me Too! ;)
by Pak101.com (few years ago!)
4 Pathanon ne mil kar ptrl pump khola.1 bhi customer nhi aya.Q?Ptrl pump was on 1st floor.Phir chaaron ne usi flor pe aik restaurant khola.1 bhi customer nahi. Q?Ptrl pump ka board nhi hataya tha.Phir charon ne 1 taxi li. 1 bhi sawar na hua. Q?2 pathan agay or 2 pathan peechay beth kar sawari dhund rahe thay.Taxi kharab ho gai. Chaaron ne khoob dhakka lagya but taxi wahi ki wahi. Q?2 aagay se or 2 peechay se dkhakka laga rahe the.Phir charon ne 1 bacha kidnap kia. Bachay se kaha apne baap se 5 lac rs la warna tujhay maar den gay.Bacha ghar gya aor us k baap ne paisay bhi die. Q?Bachay ka baap bhi pathan tha……!
by tanveer hussain (few years ago!)