Jailor: Faansi pe latakne se
Jailor: Faansi pe latakne se pahle koi aakhri
khwaish…?
Santa: Biwi se milna hai…
Jailor: Biwi se hi kyun, Mama papa se kyun nahi…?
Santa: Saale agle janam me.. Mama Papa to Janm lete hi mil jayenge, par Biwi to 25 saal baad milegi na….
by Pak101.com (few years ago!) / 1024 views
Similar Jokes
1 pagal khali paper ko bar bar choom raha tha.
2pagal:Ye kya hai?
1Pagal: Love letter hay
2pagal:Magar ye to khali hay
1Pagal: Aaj kal bol chal band hai
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Technical Overdose:
A computer student falling from the roof of a building n shouting:
F1 F1 F1
instead of
help-help-help!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Ko Har Bat Me “TERA BHAI” Kehne Ki Aadat Thi.
Wo Shadi K Bad
Apne Bedroom Me Gaya Or
Dulhan Ka Ghoonghat Utha K Bola:
“Kesa Lag Raha Hay
TERA BHAI?”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan galti se samunder me gir gaya…. Doobte
doobte uske hath me machli aayi….use pakad kar
bahar pheka aur bola Ja tu toh apni jan
bacha le…;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher Class Mein Papu Se Puchti
Hai,
Teacher: “ Chalo Papu Aaj Tum
Batao, Tumhara Favorite Writer
Koun Hai? ”
Papu: “ Mam,
.
.
.
.Aapki Beti Tina, Jo Mujhe Har
Hafte Ek Achha Letter Likh Ke
Bhejti Hai “ :p
by Pak101.com (few years ago!)
A boy romantically to his girl friend- I can see the whole world in your eyes.
A passersby listens and says- Rajiv chowk pe kitna traffic hai zara dekhna.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: 2 Aur 2 Kitny Hoty Hen??
Pappu: 2 Aur 2, 5 Hoty hen.
Teacher: Wo Kese??
Pappu: Ghalti Se...:-)
by lescol (few years ago!)
Ek Raat light chali gayi SANTA:Aree yaar pankha
to chala doo,banta: Kar dii na paglo wali baat?
pankha chala diya to mombati bhuj jayegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
7 chatai pr 7 sadhu baithe the,1 admi ne sabse bade sadhu se pucha "Baba biwi control nhi hoti kya karu"?
Sadhu (chote sadhu se) ek chatai aur laga BHAI k liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Agr ap ko rona aa raha hu tu ap
aaeina dekh lein
ap ki hansi nikal jae gi
mazak k ilawa
by Sabir shah (few years ago!)