Pathan
Ak dm Bus Ke Break lagee Ak pathan larkee par jaa giraa larke ne kha kya kr rhey hu.
Pathan:Allama Iqbal Open University se B.A
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!) / 820 views
Similar Jokes
Divyansh ek din samose ke sirf aloo kha rha tha aur bahar ka fek raha tha.kisi ne usse puccha ki voh sirf samose ke aloo kyo kha raha hai
Diyansh bola doctor ne mujhe bahar ki cije khane se mana kiya hai
by Pak101.com (few years ago!)
BV:
Kya Kr Rhy Ho?
SHOHR:
Makiyan Maar Rha Hun.
BV:
Kitni Maar Lin?
SHOHR:
3 Female,
Or2 Male.
BV:
Male FemaleKa KesyPata Chala?
SHOHR:
3 Sheshy K SamnyBeti Ti,
Or2 NaswarPar.
by A. Sami (few years ago!)
Santa: Tere result da ki banya?
Pappu: Miss kendi aey es class wich ik saal hor laggay ga?
Santa: Saal pavain 2,3 lag jawan par fail na hovin mera puttar.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Angoor Bech Raha Tha Mgr Keh Raha Tha Aaloo Le Lo Aaloo.
2sry Admi Ne Kaha Khan Saab Ye To Angoor Hai.
Pathan. Chup Ho Jao Warna Makhia Aa Jayn Gi.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek pathan Cycle chalate aur gungunate howe kahin ja raha tha rastae mein ek aurat se takra betha.
Aurat chilla kar boli, “Break nahi maar sakte they kya ???”
Pathan herat se… “Pora cycle mar deya abhi break mar kar kia faida.”
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to pathan:
Batao 'Qaatil' kise kehte hain?
Pathan: nahi pata
Teacher: farz karo tum apne baap ka qatal kar do tu tum kia kehlao gay?
Pathan: "YATEEM"
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Rail Ki Patri Per So Gaya .
1 Aadmi Ne Kaha Kya Kar Rahe Ho? Train Aayegi To Mar Jaoge!
Sardar: Mere Uper Se Hawai Jahaaz Guzar Gaya To Kuch Nahi Hua, Train Kya Cheez Hai?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Let's play a game.
Its very interesting
Ready?
3
2
1
.
Start
.
.
Kia start?
Nalayk
Koi kam b kar liya karo
Har waqt khelne ki pari rehti ha!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan park me baitha tha dost kia kar rahe ho
pathan:badla le raha hun
dost:kis se
pathan:waqt ne mujhe barbad kia ab me waqt barbad kar raha hu.
by Sabir shah (few years ago!)
4 Pathan JANAZE Ko Tezi Se Lekr Qabron K Oper Se Guzar Rhe Thy
ADMI:Oe Sharam Kro! Neche MURDY Hain.
PATHAN:To Uper Konsa Hm Ne WORLD CUP Uthya Hua Hy.
by Pak101.com (few years ago!)