Ek baar Santa kahain jaa raha
Ek baar Santa kahain jaa raha ki ek diwar par padha
"Padhne wala Gadha"
Santa ko bohat ghussa aya, usne mita kar likh diya!
"Likhne wala Gadha"
by Pak101.com (few years ago!) / 842 views
Similar Jokes
Teacher: Cheel ko English Main kya Kehte hain?
Pathan: Eagle.
Teacher: Agar Cheel Beemar Hojaye to?
Pathan: Illegal
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife: Agar mai gum ho Jaon to Tum Kiya Karo Ge?
Husband: Mai Akhbar me Add Donga!
Wife: Kiya Add do ge? Husband: "JAHAN RAHO KHUSH RAHO!"
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar ko sms aya bhejne wala inteligant aur parhne wala bewakoof.
Sardar ne gusse me replay kia k bhejne wala bewakoof hai aur parhne wala inteligant.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar :
What Is The Name Of Your Car ?
Lady :I Forgot The Name
But Is Starts With “T”
Sardar :Oye Kamaal Ki Gaadi Hai
Tea Se Start Hoti Hai
Hamaara Gaadi Petrol Se Start Hoti Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Memon: Pent Ki Silai Kitni Hy?
Tailor: Rs. 150.
Memon: Nekar Ki?
Tailar: Rs. 50.
Memon: Ok.
Nikar Hi See De
Par Lmbai Pairon Tk Rkhna……
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Khwab
Pathan ne oxford universty mein 1st Rank Me Aaya. News channel walu ne pucha..
Ab Aaghe Kya Karoge ?
Pathan : bachpan se ek khwab Dekha Hai apna tandoor Center kholu ga...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
At the Indo-Pak border, an Indian officer shouts at a Pakistani spy,”Goli maar dunga!” The
Pakistani spy replies, “Goli se darr nahi lagta sa’ab, ‘Kohli’ se lagta hai!”
by Pak101.com (few years ago!)
1st man:jail ko urdu me hawalaat kiun kehte hain?
2nd man:kiun k jail me khane ko sirf hawa aur laat hi milte hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan: Khuda ka Shukar hai k Pakistan 13 August ko Aazad nahi hua.
.
Dost (Hairaan hoty huye): Q?
.
Pathan: Phir hum 14 August kese manatay?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha:
Dosra us k baray main kisi ko bata raha tha k
Ye barray Namazi, Parhaizgaar aur Muttaqi hain,
Woh Pathan Namaz torr kar bola: "Hum Haji bhi hai."
by Abdul Hannan (few years ago!)