Kitni Acchi Lagti Hoon?

Patni Ne Shadi Ke Do Saal Bad Apne Pati Se Ek Raat Ko Puchha.

Patni: “Main Aapko Kitni Acchi Lagti Hoon?”

Pati: “Bahut Hi Jayada”
Patni: “Phir Bhi Kitni?”

Pati: “Itni Ki Dil Chahta Hai Tumhari Jaisi 2-3 Aur Le Aaun“

by Pak101.com (few years ago!) / 967 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Husband: begum khana tayar

Husband: begum khana tayar nahi hua abhi?

Begum: nahi g,thori dair baqi ha.
Husband: theek ha mein bahar se kha leta hon.

Begum: bas 5 mint ruk jaen.
Husband:5 mint mein khana tayar ho jaega?

Begum: nahi mein tayar ho jaungi.

by Pak101.com (few years ago!)
Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta

Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta
Tu Bht Zor Ki Barish Ho Jati
Aik Din Bht Dhup Nikli
To Sardar Ny Shukar Kiya Aur Dukaan Say SURF Lenay Chala Gaya, Jb Dukaan Mai Enter Hua To,

”Badal” Bohat Zor Say Garja,
Sardar Ne “BAADAL Ki Tarf Dekh Kr Kaha:

KIDHR?? Main Te Nimko Lain Aya Wan:-)

by Pak101.com (few years ago!)
main to 2100 lungi.

Jota chupai ki rasm k waqt dulhay ki 1 sali ne kaha:
main 1100 lungi
2nd sali boli: main to 2100 lungi.
Peechay se 1 SARDAR bola 2310 lay lo, us main FM
bhi hai

by Tanveer Hussain (few years ago!)
mujhe surprise mat dena..

Super pogo joke... ;)
PATI : "Main 5 din ke liye baahar ja raha hoon..."
.
PATNI : "Theek hai,
lekin jaldi aakar mujhe surprise mat dena.. warna
tum khud surprised ho jaoge."

by Tanveer Hussain (few years ago!)
SomeOne.. MiSSES

SomeOne..

MiSSES U..

NeeDS U..

Worries About U

Lonely Without U

Guess Who?

THE MONKEY IN

... THE ZOO ...

by Mazhar Khan (few years ago!)
Police

) kiya hal ho ga yeh jan lo abhi

kiya hal ho ga yeh jan lo
abhi be wakat hai man jao
bury wakt ka say phaly man jao
WaRNa police waly khud he mana lay gy

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Shohar martay waqt apni Biwi se

Shohar martay waqt apni Biwi se: Mere marne k baad tum Shafiq se shaadi karna.

Biwi heraani se: Who kion?

Shohar: Meri us k saath jhagra hua tha aur main us se badla lena chahta hun.

by Pak101.com (few years ago!)
Log Bus Ke Intezaar Main Khade The

Log Bus Ke Intezaar Main Khade The.1 Funny
Bhikari Aaya,
Sab Logon Se Bheek Maangi,Paise Kamaye Or Taxi
Main Baith Kar Chala Gaya.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Apki Shaadi Ho Gayi?

Beta: papa apki shaadi ho gayi?
Papa: haan.
Beta: kis se hui?
Papa: bewkum teri mummy se..
Beta: wah papa ghar me hi setting kar li.

by Pak101.com (few years ago!)
Beemarchand Ko Dengu Ho Gaya

Beemarchand ko dengu ho gaya
aur wo hakim ke paas ilaz ke liye gaya

Hakim : Kaise aana hua beta

beemarchand : Jee tabeeyat ttheek nahin hai. Liver mein pain ho raha hai

Hakim : Daaru peete ho

beemarchand: Haa. peeta hu... per abhi chhota Peg hee banaana ..

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Shirt ke liye koi badiya

How many holes?

Beta:"Mom, Love marriage

Ladki Ka Facebook

Beta Tumhare Abbu Kia

Pathan

Do sharabi rat ko...

A man in USA

The smartest dog

American boy: Dogs

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook