Santa bar bar apni windows ka Pasword

santa bar bar apni windows ka
Pasword bhool jata tha.
Ek baar usne socha
Mein apni windows ka Password kya rakhu jo kabhi na bhulu.


Usne password rakha INCORRECT
Ab jab bhi wo ghalat pasword enter karta

Computer usey khud bata deta
“Your pasword is Incorrect”

Santa Rocked. Computer Shocked…
Oye Balle Balle

by Pak101.com (few years ago!) / 895 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Frog: Sardaron ka dimagh nai hota.

Frog: Sardaron ka dimagh nai hota. Sardar: Hota hay.
Frog: Nai hota-Nai Hota-Nai Hota (& jumps in water).
Sardar:Le Dass! eday wich khudkushi karen di kerri gal a.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
LADIES R LADIES

LADIES R LADIES ::

Two ladies were fighting for the seat in bus ,both were claiming that she came first....
one old man was watching this all.....

At last he said: beta larro nahi ,is ka hal main tumhey batata hun."Tum mai jo umer (age) mai bari hai woh baith jai....

Phir dono aik dosrey ko bolien....

Its okay , theek hai tum hi beth jao ...nahi nahi tum hi beth jaoo...hahah.

by Pak101.com (few years ago!)
Gabbar paida hote hi

gabbar paida hote hi maa ne kan ke niche lagai baap kiyun mar rahi ho maa kambkhat paida hote hi puch raha hai kitne ADMI the

by Pak101.com (few years ago!)
Papar Aur Jhapar

CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? MAMU : Nehin.

CIRCUIT : To kha ke dekh Le, pata chal jayega.

by Pak101.com (few years ago!)
saBaQ

HuM ne AaGhoOsH-E-Dunya se
ye sEEkhA hai saBaQ....
.
.
.
.
.
Jis ko roNa nahI aata WO shadi kar Ley....!

by Mazhar Khan (few years ago!)
Husbnd police statoin pe

Police station me aik admi mujh arest kar lo maine apni bv ke sar pe danda mara hai,
police:wo mar gai,
admi :nai wo bach gae hai ab meri khair nai

by Sabir shah (few years ago!)
Undefined Things Of Boys

Tum na bahut woh ho (now what the hell is 'woh')

Mujhe tumse ye umeed nahi thi (no one will ever know what was their 'umeed')

Tum pehle jaisi nahi rahi (they will themselves change you as time passes and then throw this dialogue)

by Pak101.com (few years ago!)
3 dost

Teen Dost Gappy Hank Rahy Thy
Ek Kehne Laga Main Itni Garam
Chai Peeta Hoon Ke Hont Jal Jaty Hain
Doosra Kehne Laga Main Is Qadar Garam
Chai Peeta Hoon Ke Aantyn Aur Medah Tak Jal
Uthta Hai..
Teesra Jo Ye Sab Sun Raha Tha Kehne Laga Main
To,
Paani, Doodh, Patti Aur Cheeni Moun Main Daal Ke
Choolhey Pe Baith Jata Hoon...

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mastar (Fareed say): Class mein kon shor kar raha tha?

Mastar (Fareed say): Class mein kon shor kar raha tha?
Fareed: Janab mujhay nahi maaloom mein to apni baton mein laga hua tha.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aslam ek raat mac

Aslam ek raat macher dani say bahir so raha tha. Maa nay poocha k Aslam beitay isa q kertay ho?

Aslam:maa gee, macheron ko bewakoof bana raha hoon. Woh samjein gay k mein macher dani k ander hoon, hahaha....

by Mazhar Khan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook