Blood Test Ki Tayari
Pathan BLOOD Ke bare mein book parh raha tha
Wife: Aaj yeh book kyu parh rahe ho ji?
Pathan: Mujhe doctor ne kaha hai ke kal mera BLOOD test hai iss liye test ki tayari kar raha hoon.
by Pak101.com (few years ago!) / 1066 views
Similar Jokes
Aik hotal kay bahir board laga tha keh khanay khoob kaiye bill aap kay potay ada karein gay aik shakhs nay khoob pait bhar kar khana khaya thori der baad wetter bil lay kar aagia who shakhs hairan hua keh yeh bil kaisa hai? Wetter nay kaha yeh is khany ka bill hai jo aap kay DADA nay khaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Wakeel K Betay Ko uski maan Ne Thapharr
Mara.
Beta Baap K Pas Gya Aur Kaha Ammi Ne Mujhe
bilaWaja Maara hai.
Baap Ne Usay ek aur Thapharr maara aur Kaha:
Wakeel K Bete HoKar Tumhen Itna B nahi Pata K
SupremeCourt K khilaaf Appeal HighCourt mai nahe
Hoti.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pagal dentist se:
kya dard k baghair daant nikaal lete ho?
Dr: nahi
Pagal: Main nikal leta hn.
Dr: wo kaise?
Pagal: Hee hee hee hee hee hee hee ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Train ulatnay ka Case Adalat mein tha.
Train ka Driver jo ke Pathan tha,
Us se Poocha ke tumne Train Patri se kiu Utarai??
Pathan: O yaara aik banda samnay aa gaya tha to brake marne ka time nahi tha.
Hamara Assistant ne bola ke is ke oper char ha do.
Wakeel: Phir?
Pathan: Bas woh banda Patri se utar gaya..!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa waiting at bus stop in UK along with 3 women.
When bus arrived, conductor picked the women & said: No more, no more
Santa: Saaleya Morniya char laiyan, meri wari no more
by tanveer hussain (few years ago!)
Ek admi ne zindagi se tang aa kar kaha
"Es zindagi se tu Mout achi hai"
.
Ek dam farishta aya owr bola ke "mai tumhy lainy ayah on"
.
Admi bola: Lo ab insaan mazak bhi nai kar sakta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
MEMON K VALIMAY May,
Bar Bar PANI Pesh Kia Ja Rha Tha,
Tang Akar 1 Aadmi Nay Kaha:
Janab Halaq May Pani Phans Gya Hai Kia Thori Si BIRYANI Milay Gi;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Two Sardars
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 banda bhagta howa aata hay aur Sardar se kehta hai
bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay.
Sardar: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay.
by Pak101.com (few years ago!)
Once Laloo was coming out of airport.
As there was huge rush the security guard told
Laloo “WAIT SIR“…
For which Laloo replied “65Kgs” and moved on…
by Tanveer Hussain (few years ago!)