Munna Bhai M.B.B.S On Practice
Munna Bhai nay pehlay din office khola to bara khush tha. Us ki secertary nay bataya ke bahar aik aadmi aaya hai.
Munna bara khush hua aur usay andar aanay ke liye kaha. Us ke andar aanay say pehlay Munna nay socha ke us par impression dalna chahiye aur phone utha ke batien karnay laga.
Haan Haan, 500 rupay fees hai, apun 10 baje tak betha hai idher, is say late nahi karnay ka, apun bahut busy hai.
Us ke baad us nay phone rakha aur aanay walay say poocha 'Beth na Maamoon, apun teray liye kya kar sakta hai.
Man: Mien yahaan phone sahi karnay aaya hoon.
by Pak101.com (few years ago!) / 1012 views
Similar Jokes
Snta-Yaar lag rha hai mujhe bird flue ho gya he.
Banta -Tuje kaise pata?
Snta-Yaar mera kal se udne ko man kar raha he..
by Pak101.com (few years ago!)
Kya time aa gaya hai..
Boys ke liye film bani to
” Ek Tha Tiger” =)
.
.
.
.
.
.
.
Girls ka number aaya to
“Ek thi daayan” =P
by Mazhar Khan (few years ago!)
u r a normal person if....
1- u got a f.b acount
2-u got a mobile num
4-u r wasting ur tym in reading ths
5-u did't notice that there is no numbr 3.
7-u went to check if num 3 is there
8-whr is mumbr 6?
9-u r now smiling
10-whr is num 1?
11-u went to chk num 1....
12now do u relly think that u r normal???
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar ki Biwi bhaag gai.
3 din baad wapis aai…
Sardar dukh or ghusay se bola: Hun ki lain aai ain.
Biwi: Nokia da moti pin wala charger
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Car Gas Par Hai
Pathan: No
Police: Petrol Par
Pathan: No
Police: Diesel Par
Pathan: No
Police: Phir Kis Par Hai ?
Pathan: Installment Par Hai G.
by Pak101.com (few years ago!)
MAMU: Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya?
GIRL: Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
by Pak101.com (few years ago!)
Musharraf joined Pakistani army and was given a gun.
Musharraf asked his Officer: Sir, to what side should I point its nozzle, towards myself or to the opposite side.
Officer: Stupid, keep it anyway, in both the cases it will benefit the nation.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: shaadi ke baad tumhaari jimmedaari badgayee hai kya?
Banta: haan yaar. pehle sirf mere liye khaana pakaana tha. ab mere biwi ke liye bhi pakaanaa pad rahaa hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Dad :result ka kia howa
son:1 good news hai aur aik bad news hai.
Dad :kun kun si hain
son:good news ye k mein pas ho gaya hun.
Dad:bad news kia hai?
Son:good news galt hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan: P.C.O kahan hai?
Aadmi ne ishara kar k bataya.
Pathan P.C.O me gaya, pocket se
mobile nikala or baat kr k bahir aa
gaya.
Aadmi ne poocha “jab aap k paas
mobile tha to aap PCO main kyun
gae”
Pathan: Mere dost ne kaha tha k PCO
se phone karo ge to paise kam lagain
ge :-d
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)