Fail
Baap: Beta koi bat nai tumhari qismat mai Fail hona hi likha tha
.
Beta: Jee Papa, yai tu acha howa mai ne pura saal parha nai warna sari mehnat zaya hojati
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 807 views
Similar Jokes
Agr Fursxxaat Ke Lamhoo Mein
Mujhaay Yaaad Kartaay HoToh
Mujhaay Yaad Maat Karnaah
Mai Tanhaa Zaroor Hu Magaar Fizzzul Nahi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pakistan Post office ney, "Asif Zardari" ki tasweer
waley tickets jaari ker diyea hain.
AWAAM puch rahi hai key
"Thook kis taraf lagana hai!"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar ke radio me kuch problem ho gayi to aur
kharab ho gaya
Usne radio khol kar dekha to ek mara hua chuha
mila
Ye dekh kar sardar gussa ho gaya aur bola : Ye
chalega kaise?
Sala singer hi mara pada hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
USA: Hamare dog Fotball khelte hai.
JAPAN: Hamare fish dance Karte hai.
CHINA: Hamare Hathi cycle chalate hai.
INDIA: HAMARE GADHE GOVT CHALAATE Hai.;-).
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Shaks K.E.S.C Office Fone Kr K Bola:
Janab Light Band Kr Do
K.E.S.C Wala: Hiran Ho Kar Q Sir?
Man: Wo Yara Hmaray Dimagh Me
1 Naya Gali Aya Hai
Wo Tumko Dena Hy.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Utthi Thi Wo Fajar Mein Mujhe Mangne Ke Liye Khuda Sey
-
Pani Thanda Deikh Ke Phir So Gai
-
Ohh Shitt Yaaar Kaash Uske Ghar Geezar Hota.;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai faraz.
be naqaab chaley aao hum tu nashey main hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Tution sir: abey gadhe , homework kyun nahi kiya.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
New age student: tameez se
baat kar sale,
customer se koi aise
baat karta hai kya?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Aaj pehli bar tum class mein
baaten ker rahey ho, Humesha
tum nazren jhuka ke mere lecture sunte thy.
Madam: Aaj Mera SMS package khatam ho gaya hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
iwi ke Liye Sala Phir 28 Saal Urdu Funny Jokes Jailar : Phaansi Se Pehley Kis Se Milo Gay? Santa : Bivi Se Jailar : Maa Baap Se Nahi ? Santa : Maa Baap to Paida Hote Hi Mil Jayen Gay Biwi ke Liye Sala Phir 28 Saal Intezar Karna Parega…
by Mazhar Khan (few years ago!)