Kutta
Sardar was standing in door with a Gun in hand
Bewi: Yahan kion khary ho
Sardar: Shair ky shikar par ja raha hon
Bewi: tu jawon na
Sardar: Kaisay jawon bahir kutta baitha hai
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1066 views
Similar Jokes
Santa- Doctor saab 1 pareshani hain ki main jab bhi nahata hoon geela ho jata hu!
Doctor - kal se nahate samay nal band kar liya karo
by Pak101.com (few years ago!)
Santa bag lekar bus me ghusa..
Aur zor se chillaya-
.
.
"KHABARDAR!!
KOI APNI JAGAH SE NAHI HILEGA!!
.
.
Santa Singh
KULFIWALA KHUD SABKE PAAS AAYEGA!!!!" ;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Larka Doosre Larke Se:
Yaar Tumne Kabhi Koi Larki Phansai hai?
Doosra: Yaar Larki To Maine Phansa li thi.
Par Tum Logon ne ye Mohalla hi Chor Diya
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband wife dinner ke liye gaye, hotel mai 1 larki ne husband ko hello kaha.
Wife(ghusse se): Kon thi yeh?
Husband: Tum please mera dimagh kharab na karo, abhi us ko bhi batana hai
ke tum kon ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek pathan apni bhabi ko khob mar raha tha!
Logon ne pucha k tum apni bhabi ko kyun mar rhe ho?
Pathan: Hamara bhabi achi aurat nahi hai.
Logon ne pucha tumhain kaise pata.
Pathan Bola:
O Yara mein jis dost se bi puchta hun k tum kis se phone pe baat ker rahe ho ,Woh yehe kehta hai
TERI BHABI SE !!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Larki: Mairy ammi ko tum boht pasand aye ho
.
Pathan: Kuch bhi ho, hum shadi tum se hi karega
by Mazhar Khan (few years ago!)
Molvi jamaat se pehlay bola: “Kisi ka paon saff se
agay
nhi hona chahiey.
Peechay kharay aik punjabi ne kaha: “Q “no ball” ho
jaye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Example Of Chor Ki Daadi Mein Tinka
Pappu Apni Wife Se – Suno ghar ka sara saman chupa do…. Mera ek dost aa raha hai….
Wife – Aisa kyun, Woh chura lenge kya….
Pappu - Arey nahi yaar pehchan lega…
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan jab b nahanay jata to
darwaza khol deta..
Kisi ne waja poochi to us ne kaha:
“Mujhe shak hai k darwazy k neeche
se mujhe koi dekhta hai”…….
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Girl- Is jeans ki price kitni hai?
Dukandar- Rs.3000 Only.
Girl: uff....!
Aur uss Jeans ka kya price hai?
Dukandar: uff uff.
by Pak101.com (few years ago!)