Sardar's Call
A sardar calls another sardar on the phone & says,
“Hi, Main Bol Raha Hoon”.
The other sardar replies,
“Kamaal Hain, Ithe bhi Main Bol Raha Hoon!”
by tanveer hussain (few years ago!) / 730 views
Similar Jokes
Santa: Banta Agar Yeh Ladki Meri Naa Hui Toh Mein Kisi Ke Na Hone Dunga!!
Banta: Santa! Yaar Tu Sahi Keh Raha Hai! Par Agar Yeh Teri Ho Gaaaye Toh Sabki Hone Dega!!!
by Pak101.com (few years ago!)
2 PATHAN bank lootne gay par GUN bhool gay.
Phir bhi bank loot liya.
KESE?
Bank manager bhi PATHAN tha
Bola GUN kal dikha jana
Hum ko zuban ka etbar hy.
by Zia Rasool (few years ago!)
1baar Snta paise jama krne Bank gya
Officr-Ye note fata h dusra do
Snta-Me apne A/c me jama kr rha hu,fata karu ya Nya Tuje kya matlab h bey?...
by Pak101.com (few years ago!)
Bivi: aaj mere tann-mann me aag laga do.
Shohar ne petrol daal k aag laga di.
Moral: jazbaat ka izhaar aasan alfaz mein kren.
Shukriya Rescue 1122
by Pak101.com (few years ago!)
Raaaaaaaaaaaabert iss harami ko liquid oxygen may daal do ! Liquid issay jeenay nahi day gaa, oxygen issay marnay nahi day gaa!
Sheeshe ko sheesha kat ta hai, lohe ko loha kat ta hai, tujhe paagal kutta katega.
by Pak101.com (few years ago!)
Shohar: tmhari ami ki Mazak ki adat khatam nhi huwi na??
Biwi: q kia keh diya ami ne??/
.
.
.
Shohar: aaj mujh se pochtein rhe thei k mere bêti se shadi kar k khush tau ho na???
:D
:D
by WAQAR (few years ago!)
sardar:
Cheel ko english main kiya kehte hain ?
2 sardar:
Eagle
...
Sardar:
Agar cheel beemar hojaye to ?
2 sardar:
illegal ....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati: aaj sunday hai aur aish karna. movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: teen kyu?
Pati: tumhe aur tumhaare maata pitaa ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Dil ko pata tha woh zarur aayegi,
Dil ko pata tha woh zarur aayegi,
Par kabhi socha na tha ki,
Surprise me kambakht apna “husband” bhi saath layegi!!
by Abdul Sami (few years ago!)
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)