Ek admi kay pass two parrots
Ek admi kay pass two parrots hotay hain.ek parrot ahr waqt sajday main rahta hai aur dosera parrot tasbi patrta rahta hai.iss admi kay hamsay kay pass ek female parrot hoti hai JO BOHAT HI SHARARTI HOTI HAI.har waqt kisi ko tang karti rahti hai.Female parrot wala admi apnay hamsay say kahta hai kah aap mera parrot apnay parrots kay pass rakh lain taikah woh bhi aap kay parrots ki tarah sharif ho ay .Woh kahta hai kah theak hai.lehaza male parrots wala admi female parrot ko apnay ghar lay ata hai .woh female parrot ko male parrot kay cage main rakh deta hai.jaisay hi male parrots female parrot ko dekhta hai jo tasbih parta rahta hai woh apni tasbi door phank kar sajday paray huay parrot say kahta hai uth yaar apni dua qabool hoo gai hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 991 views
Similar Jokes
Pathan Apni Biwi ko Clinic Le Gaya 0r Dr ko Bohat Maara..
Sab Ne Poochha kya Hua?
Pathan Bola:
Sala Bolta Hai Tmhari Biwi ka B.P Dekhna Hai....
by Pak101.com (few years ago!)
Dost: Biwi sy leraai khatam hoe?
2nd Dost: Ha Ghutny taik k Myre
Pass ae the
1st Dost: Yay hoe na mardo wali bat,
Us ny Ghutny taik k keya kaha?
2nd Dost: Yay he k
BED k Nechy sy nikal ao kuch
nae kaho ge
by A. Sami (few years ago!)
teacher- 1 saal me kitni raten hoti hai.
santa-10!!!!
teacher- wo kaise??
santa- 1 shivratri, aur 9 din navratri!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Kisi ne Pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
by Abdul Hannan (few years ago!)
Faqeer phone pay: Hello pizza hut? Awaaz aaye: Yes!
Faqeer: 2 large pizza aur 1 coke bhej do.
Awaaz aaye: Kiss kay naam pay? Faqeer: Allah kay naam pay baba.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Phatan bank lootne gaya wahan gun dikha kar sara Paisa loot liya.
Per us k hath kuch nahi aaya.
Kyon?
Q k sare paise usne manager ko diye aur kaha: "Sare paise mere account mein jama kar do." -
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Subha teri Sham meri ho
Din tera Raat meri ho
Hasi teri Udasi meri ho
Or jab maut aay ay dost Kabar teri Usme LASH
?
?
?
O hello
TERI hi ho
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Bazurg kisi abadi se guzar rhy thy unho ne dekha ke puri abadi mai sirf 2 ghar ese hy jo chand ki tarha chamk rahe hy
Wo isi tajasus mai dusre din b isi abadi se guzray or wohi manzr dekha unho ne logo se poucha ye kia raz hy
Logo ne unhy bataya ke ye Allah ke wo bandy hy jinho ne
UPS lagwaya hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar’s Son – Papa jaldi-2 mera viya kra deo nahi ta main DAADI nal viya kra lavanga.
Sardar:oye tu meri MAA nal viya krayenga.!
Son:-kyo tusi meri MAA nal ni krayea..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Sheeshe Wale Ki Dukan Par Shisha Kharidne Gaya.
Santa: “Mujhe Mazboot Shisha Do”
Dukandar: “Ye Lijiye Shisha”
Santa: “Guarntee To Hai Na”
Dukandar: “Pure 99% Ki”
Santa: “Matlab?”
Dukandar: “Agar Aap 100 Feet Se Giraoge To 99 Feet Tak Nahi Tootega”
Santa: “Ohh To Fir Jaldi Se Pack Kar Do“
by Pak101.com (few years ago!)