kal koi meri biwi k purse se

Srdar:kal koi meri biwi k purse se 2000 rupe legya
PATHAN: jhot bolti hy,1900 the maine khud gine the
Srdar:yar paise ka msla nai he bas tu admi ka pata kr.

by hearthackervsgirls (few years ago!) / 995 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

3 Poltry Forms ki Inspectn ho rhi thi.

3 Poltry Forms ki Inspectn ho rhi thi.

Inspectr:
Tm Murghion ko kya dety ho?

Pathan:Bajra

Inspector:Wrong Food Arrest him.

Inspector:Tm kya dety ho.?

2nd pathan:Rice

Inspector:Tm B ghalat ho.
Arrest him

3rd pathan ghabra k bola:
hm to sb Murghion ko 5,5 rupay de deta hai jis ka jo dil chahe kha le.

by Mohammad Ali (few years ago!)
Kanjoos ne vinod ko khoon dey k uski jaan bachai

Kanjoos ne vinod ko khoon dey k uski jaan bachai.

Vinod ne usay MERCEDES gift kardi.

Vinod ko phir khoon ki zarorut padee,

Kanjoos ne phir khoon dia.
Ab k bar Vinod ne till wale laddu gift kiye,

Kanjoos: Ghusse se, mercedez kyu nahi de?

Vinod: Munna!! Ab hamarey ander bhi Kanjoos ka khoon doudh raha hai

by Pak101.com (few years ago!)
10 Doctor aur 1 teacher helicopter

10 Doctor aur 1 teacher helicopter
ki rassi se latke the.
.
Pailot ne kaha, vajan jyada hai koi 1 Aadmi rasi chood de
.
.
Teacher bola ye kurbani main
dunga. TALIYAN bajaiye
.
.
Aur sare Doctor taali bajane lage
aur Vajan kam ho gaya
Moral of the story :- chahe

Doctor ban jao par guru hamesa guru hihota hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Suna hai is ghar mein

Girl: Suna hai is ghar mein
bhoot-pret rehte hain?

Santa: pata ni,
main to 7 saal pehle hi mar gaya tha.

by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Dulha Ghodi Par Kyo Baithta

Banta: Dulha Ghodi Par Kyo Baithta Hai,

Dulhan Ko Nahi?

Santa: Ghodi Par Baitha kar Dulhe Ko Bhagne Ka Akhiri Mauka Diya Jata Hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Cost Of Divorce

A little boy asked his father;

"Daddy, how much does it cost to get married?"

And the father replied;

"I don't know son, I'm still paying."

by Pak101.com (few years ago!)
Phir rahnedo kiya faida

BOY: chalo kisi sunsan jaga par ghomney chalen !!!

Girl . Tum asey wesey harket to nahen karogay?

Boy . Nahi

Girl. Phir rahnedo kiya faida !

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dhol dhamakay ki awaz sun kar

Dhol dhamakay ki awaz sun kar Ali bahar nikla to dekha k kuch Pathan khushi se Bhangra daal rahay hain.

Ali: Khan g kia hua.Pathan: Hamara bhai mar gia hy

Ali:To is me khushi ki kia baat hy

Pathan: Log kehtay hain k Pathano ka Dimagh nahi hota jab k hamara Bhai Dimagh k Cancer se mara hy!

by Pak101.com (few years ago!)
Achi Achi Baatein

“Achi Achi Baatein”
1) Bike ho ya Car,
Usko Jahaz k jesy mat urrao,
Abey Rocket smjho Rocket,,
2) Koshish kro kisi se bhi Bd-Zbani na kro,
Direct Sir phaar do,,
3) Taaleem hr kisi ka Haq hy,
Isliye sochein k Zyada Parh kr ap kahin kisi ka haq
to nahi Maar rahy..!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Log Puchte Hai

Kunwaro se log puchte hai ki tumhari ab tak shaadi kyon nahi huye?

Kunware bhi jor se kahte hai: jaako rakhe sayeean mar sake na koi.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Andaz Badal Jate Hain

Dozakh bivi ki waja se

Hospital

Pathan

In 1OO Meter Race

Mamu And Girl

churail

next week daily Masjid Jayen..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook