Santa ne jalate hue makan se 6 logo ko
Santa ne jalate hue makan se 6 logo ko apani jaan pe khelkar Bahar Nikala
Fir bhi usako jail ho gayi
Kyu
kyu
ki wo sab Firebrigade wale the
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 707 views
Similar Jokes
Bhikari (Aadmi say) bhayi do ropay ka sawal hai?
Aadmi : Sirf do rupay hi ka kiun?
Bhikari: Mein aadmi ki awqaat deikh kar hi mangta hon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan Mobile Company Main Job K Liye Gaya:
.
1st Ques K Answer Pe He Usay Maar K Bhaga Diya Gaya.
.
.
Ques: Which Is The Most Popular Network.
.
.
.
.
Pathan: Al-Quaida
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boy: Suit to bohot acha pehna hai.
Girl: thanks
Boy: Lipstick bhi achi hai.
Girl: thanks
Boy: Makeup bhi bohot acha hai.
Girl: thanks
Boy: Lekin achi phir bhi nahi lag rahi ho.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband: Today is sunday & I have to enjoy it. So i bought 3 movie tickets. Wife: why three? Husband: 4 u and ur parents.
by khalid hussain (few years ago!)
Ek sheikh ki beti ka operation hua
doctor ne kaha pathri nikli hai
sheikh bola lao mujhay do
doctor ne kaha woh kya karo gay
sheikh bola itni mehngi mili hai bechoon ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Why is Salman Khan disturbed these days?
Usi girlfriend jawaan ho gayi hai,aur bhabhi badnaam ho gayi hai…!
by Pak101.com (few years ago!)
Beggar: 10 rupaiya dedo saab. girlfriend ko phone karni hai.
Saab ka girlfriend: dekho, bhikaari bhi apni girlfriend ko kitna pyar karta hai.
Beggar: nahi memsaab, use pyar karne ke baad hee main bhikaari ban gayaa
by Pak101.com (few years ago!)
Ek nursery class ka bacha bola: Miss mai apko kesa lagta hon?
Miss: So Sweet
Bacha apne side ke larky se bola: Daikha mai ne kaha tha na, Line marti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Padri nay bachay say poocha. Betay daak khana kahan hai?
Bachay nay isharay say bata dia.
Padri buhat khoosh hua aur bola. Shabash betay! Kal tum girja ghar aana mein tumhein is kay silay mein jannat ka rastah bataon ga.
Bacha bola: Father! Jab app ko dak khanay ka rastah nahi maaloom to aap mujhay jannat ka rastah kia batayein gay.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st sardar:oye mar gae yaar meri bv aur girlfriend sath sath aa rahi hain.
2nd sardar:arrey me bi yahi bolne wala tha.
by Sabir shah (few years ago!)