Sardar Shadi Ke Aglay Din
Sardar Shadi Ke Aglay Din B.V Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Pocha To Bola:
Innay Meri Chaah Vich Taveez Milaya A,
B.V Rotay Hoye Or Ghussay Se Boli:
O Taveez Nai Tea Bag See…
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 816 views
Similar Jokes
Pathan: Yaar Mujhe logon Ne Social Work Kerne Per ßOht Maara..
dost: SociaL Work?
,
,
,
Pathan: Haan
Mein Ne Qaßristan k Gate Pr WeLcome Ka Board Lga dia Tha
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha the
.
.
.
.
3 pathan aaya aur kaha ye kia kar rahe ho.....
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga :D
by Abdul Basit (few years ago!)
Punjabi shaadi ki party me DJ ne puchha: Kab tak bajaana hai?
Host: 8-10 peg tak baja lo, uske baad to ye sab generator ki aawaz par bhi naach lenge!
by Pak101.com (few years ago!)
PaPpu To Doctor: Aapne Nurse bohat Achi Rakhi Hai,
‘
Uska Haath Lagte He Mai Theek Hogaya,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Doctor:Jaanta Hoon Thappedh Ki Awaaz Yahaan Tak Aaye Thi….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doo sikh platform per train kay pechay bagg rahay
thay, aur train kay loog unhain josh dila rahay thay
shabash sardar jee. Un mein say akk train per char
jata ha, too loog khub shabahsh daytay hain, jub us
ka breath controll main ati ha to wo kahta ha main
to chornay aya tha sawari to station per rah gyee.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik admi langrata hua hospital mai dakhil hota hai, usey dekh kar 2 doctor’s aapas main jhagrte hain,
Pahla Doctor: uski haddee toot gayi hai
Dusra Doctor: nahi us ka angootha nikal gaya hai.
Esi doran aik 3rd doctor ata hai aur kahta hai chaloo essi sai puch laitain hain, tou woh bolta hai, nahi meri too chappal toot gayi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa ne chalenge kiya.....
"Ke wo kutubminar ko sar pe rakh k mumbai le
jayega"
Saare news wale waha pahuch gye....
Tab bola "Bas koi utha k sar pe rakh de"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek admi kay pass two parrots hotay hain.ek parrot ahr waqt sajday main rahta hai aur dosera parrot tasbi patrta rahta hai.iss admi kay hamsay kay pass ek female parrot hoti hai JO BOHAT HI SHARARTI HOTI HAI.har waqt kisi ko tang karti rahti hai.Female parrot wala admi apnay hamsay say kahta hai kah aap mera parrot apnay parrots kay pass rakh lain taikah woh bhi aap kay parrots ki tarah sharif ho ay .Woh kahta hai kah theak hai.lehaza male parrots wala admi female parrot ko apnay ghar lay ata hai .woh female parrot ko male parrot kay cage main rakh deta hai.jaisay hi male parrots female parrot ko dekhta hai jo tasbih parta rahta hai woh apni tasbi door phank kar sajday paray huay parrot say kahta hai uth yaar apni dua qabool hoo gai hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Nepali ko chirag mila.
Jin nikla bola: 3 wish mango!
Np:
1.Ek Bara bangla
2.Ush men khoob daulatmnd aadmi
3.Ushka Chokidar humko bana do.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: aapko isse pehle kabhi heart attack hua thaa kya?
Patient: haa doctor, bichle baar jab aap bill diye the
Nurse: udhaas kyu baite ho sir?
Doctor: dopahar jiska operation kiya tha, woh mar gaya.
Nurse: arey woh to post mortem tha.
Doctor: to main subah kiska post mortem kiyaa tha
by Pak101.com (few years ago!)