Ek sheikh ki beti ka operation hua
Ek sheikh ki beti ka operation hua
doctor ne kaha pathri nikli hai
sheikh bola lao mujhay do
doctor ne kaha woh kya karo gay
sheikh bola itni mehngi mili hai bechoon ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 758 views
Similar Jokes
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
Teacher: main ksi pr b 1 nazar dal k bta
skti hun k wo mere bare mai kya soch rha he
by inayat khan (few years ago!)
Boy peeke Ghar aaya aur,
Dad se Bachne ke liye 1 badi Book leke Padne Laga....
Dad:- Peeke aya hai...??
...
...Boy:- No Dad..!!
.
.
.
.
.
Dad:- to Suitcase khol ke kya Bak Bak kar raha hai.....!
by Pak101.com (few years ago!)
Jahan Khawab Wahan HBL Urdu Funny Jokes Aik Pathan ko khawaab main kisi ne QATAL kar dia. Subha uth k PATHAN ne apna HBL ka Account close karwa dia. Pata hai Kyun? Kyun k HBL aap k khawabon ko haqeeqat main bdlta hai jahan khawab waha HBL…
by Mazhar Khan (few years ago!)
A Sardar Asked His Friend
“Kya Tumhare Underwear Main Suraakh Hai?”
Friend Replied:No
Sardar Said: To Phir Taangain Kahan Sey Dalta Hai Saalay..
by Pak101.com (few years ago!)
After Eating Fish Santa Don't Drink Water
Why? Because
He Feared That Fish Will Start Swimming In His
Stomach.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shohar aik aisi mazloom makhlooq hai.
Jis k samne chohye aur chipkali se darne wali b.v bi share ban jati hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Doo sikh platform per train kay pechay bagg rahay thay, aur train kay loog unhain josh dila rahay thay shabash sardar jee. Un mein say akk train per char jata ha, too loog khub shabahsh daytay hain, jub us ka breath controll main ati ha to wo kahta ha main to chornay aya tha sawari to station per rah gyee.
by Pak101.com (few years ago!)
Parents are funny They want me to learn how to survive in the wilderness,
but they won't let me go to the mall on my own.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan k paas 1 mehman aaya. Pathan bola: 'o yara is pankhe k niche betho tumhe sawaab milega.
Mehman:wo kese?
Pathan: hm ye pankha masjid se utaar k laya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi Ne Zoo Me 3 Zabanain Bolne Wala Tota
Dekha Jo
English, Urdu Or Memoni Bolta Tha.
Usne 3 Zabane Check Karne K Liye Ussy Pucha:
Who R U?
Tota: I’m Parrot
Admi: Tum Kon H0?
T0ta: Me T0ta Hun
Admi: Tu Keair Aye?
Tota: To Jo Pe..
Hakhrey Dafa Chui Deenun Toto Yaan, Samajh Me
Naiy Achni…:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)